دیوبندی دھرم کا دو ٹانگ والا خدا.دیوخانی محلے سے برآمد
*Deokhani Dharam Ka Do Taang Wala Khuda Deobandi Mohalle Se Baramad Ye Baat Kisi Se Chupi Nahi hai Ke Deobandi Kitne Bade Gustakh Hain Allah Wa Rasul Ki Shan Mein Ki Gai Gustakhiyan inke Kutub Mein Aaj Bhi Maujod Hain Jabke in Logon Ne Bahut Si ibarat Bhi Badal Di Hain Taky Bhole Bhale Musalmano Ko Dhuka De Saken Magar Chor Lakh Koshish Karen Sabot Na Chorne Ki Magar Wo Khuch Na Khuch Sabot Chor Hi Jaata Hain Hum insha Allah Qistwaar Deobandion Ki Gustakhiyan Aap ke Samne Rakhen Ge Aap Khud Faisla Karen Ke in Ke Ye kitne Bade Gustakh Hain Pehli Qist Aaap Ke Samne Hain Jismein Deobandion Ne Na Sirf Allah Ki Shan Mein Gustakhi Ki Hai Balke Ek Aur Do Taang Ke insan Ko Khuda Tak likh Diya Hai Deokhani Dharam ke Molvi Abdul Razak Malehabadi Hussain Ahmad Deobandi Ke Taluk Se Likhta Hai*
_“ Tum Ne Kabhi Khuda Ko Bhi Apne Gali Kochon Mein Chalte Phirte Dekha Hai? Kabhi Khuda Ko Bhi is Arsh e Azmat Jalal Ke Niche Faani insaano Se Frotani Karte Dekha hai Tum Kabhi Tasaur Bhi Karsake Ke Rabul Aalameen Apni Kibriyai Per Parda Daal Ke Tumhare Gharon Mein Bhi Aakar Rahe Ga Tum Se Hum Kalam Hoga Tumhari Khidmate Kare Ga ….Phir Aage Likha “Tu Phir Khudara Batawo Jin Aankhon Ne Gazi Gadhe Mein Malfof is Bande Ko Dekha hai Wo Kyun Na Kahen Hum Ne Khud Allah Buzurg Bartar Ka Jalwa Apni isi Sarzamin Per Dekha hai”_
📚 *_Al Jamiat Shaikhul islam Number Page 113_*
*Lijiye Sahab Deobandion Ka Khuda Aakhir Deobandion Ko Mil Hi Gaya Aur Wo Bhi Do Tang wala Hai*
*02 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوبندی دھرم میں اللہ تعالیٰ جھوٹ بول سکتا ہے
_Deokhani Dharam Mein Allah Jhoot Bol sakta Hai_
*Ahlesunnat Wa Jamat Ka Ye Aqida Hai Ke Allah Har Ayeb Se Paak Hai Magar Deobandi Firqa Ka Ye Aqida hai Ke Allah Jhoot Bol Sakta Hai Jaisa Ke Deobandi Ghair Muqallid Firqe Ke Baani ismail Dehlvi Qatil Likhta Hai*
_“Pas Hum Ye Taslim Nahi Karte Ke Allah Ka Jhoot Muhaal BilZaat Ho Warna Lazim Aaye Ga Ke insaani Qudrat Rab Ta,ala Ki Qudrat Se Ziyada Ho Jaye Gi”_
📚 *_Risala Yak Roza Page 17_*
_Yaani Deobandi Firqa Ke Nazdik Agara Allah Ko Jhoot Bolne Wala Na Samjha Gaya Tu Bande Ki Qudrat Allah Ki Qudrat Se Ziyada Ho Jaye Gi ,isse Saaf Zahir Hota Hai Ke Deokhani Firqe Ke Nazdik Allah Jhoot Bolta Hai Agar Jhoot Nahi Bole Ga Tu Maaz Allah Allah Ki Qudrat Bandon Se Kam Ho Jaye Gi MaazAllah_
*Allah Ta,ala Aisa Ganda Aiqad Rakhne Wale Firqe Se Musalmano Ki Hifazat Farmaye*
03 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوبندی اللہ تعالیٰ کے علم غیب کے منکر ہیں
*Deokhani Allah Ke ilme Zaati Ke Munkir Hain*
*_Ahlesunnat Wa Jamat Ka Ye Aqida Hai Ke Allah se Koi Shai Poshida Nahi Hai Magar Barre Sagir Mein Deobnadi Firqe Ke Baani Molvi ismail Dehlvi Likhta Hai Ke_*
_“So is Tarah Ghaib Ka Dariyafat Karna Apne ikhtiyar Mein Ho Ke Jab Chahe Kar Lijiye Ye Allah Sahab Hi Ki Shan Hai_
📚 *_Taqwiyatul iman Page 20_*
*Ismail Dehlvi Deokhani ki is ibarat Se Alla Ke ilme Ghaibe Zaati Ka inkar Sabit Hota Hai Jo Ke Allah Ki Shan Mein Bahut badi Gustakhi hai Aise gustakh Ko Deobandi Zurriyat Shaheed Kehti Hai*
*04 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوبندی دھرم میں اللہ کو بندوں کے کاموں کا پہلے سے علم نہیں ہوتا
*Deokhani Aqide Mein Allah Ko Pahle Se ilm Nahi Hota*
*Deokhani Molvi Hussain Ali Moli Ghulam Ullah Khan Ka Ustad { Wastad} Likhta Hai*
_“Aur insan Khud Mukhtar Hai Ache Kaam Karen Ya Na Karen Aur Allah Ko Pahle Se Koi ilm Bhi Nahi Ke Kiya Karen Ge Balke Allah Ko Unke Karne Ke Baad Maloom Hoga”_
📚 *_Bulghat Ul Hairan Page 157,158_*
*Yaani Deobandion Ke Nazdik Allah Ta,ala Ko Bandon Ke Aamal Ki Khabar Pahle se Nahi Hoti Maaz Allah ,Jabke Ahlesunnat Wa Jamat Ka Ye Aqida Hai Ke Allah Ta,ala Se Koi Bhi Chiz Chupi Howi Nahi Hai Wo Sab Khuch Janne Wala Hai Magar Deobandi Tabligi Jamat Ka Aqida Ahlesunnat Ke Khilaf Hai*
05 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوبندی امام کے نزدیک اللہ تعالی کو ہمیشہ علم نہیں رہتا ۔۔معاذاللہ
*Deokhani imam Ke Nazdik Allah Ko Hamesha ilm Nahi Rehta Is Se Pehle Ki ibarat Mein Aaap Deokhani Dharam ke Molvi Ki Allah Ta,ala Ke ilm Ke Taluk Se Gustakhi Dekha Chuke Aur Ais a Aqida Kahan se Aaya Ye Musannif Bulghatul Hairan Ne Khud hi Bata Diya Hai Ab Chahliye inke imam Molvi ismail Qatil Dehlvi Ne Bhi Wahi Khuch Kaha hai Jo Bulghatul Hairan Ne Likha Hai Ya Yun Keh Lijiye Ke is Ki Talim Jo Di hai Wo ismail Dehlvi Ne Hi De Hai ismail Dehlvi Likhta Hai*
_“So isi Tarah Ghaib Ka Daryafat Karna Apne ikhtiyar Mein Ho Ke Jab Chahe Ka Lijiye Ye Allah Sahab Ki Hi Shan Hai”_
📚 *_Taqwiyatul iman Page 20_*
*Pata Chala ke Deobandi Wahabi Dharam Ke Nazdik Allah Ta,ala Ko Hamesh ilm Nahi Rehta Balke Jab Chahe Tab Maloom Kar Leta Hai Mazallah Jabke Ahlesunnat Ka Aqida Ye Hai Ke Allah Ta,ala Se Koi Shaye Chupi Nahi Hai isi Liye Hum Kehte Hain Ke Deobandi Wahabion Ka Ahlesunnat Se Koi Taluk Nahi haiYe Ek Gumrah Firqa Hai*
*06 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوبندیوں کے نزدیک اللہ تعالی کو پہلے سے علم نہیں ہوتا۔دیوبندی کا غلط ترجمہ
*Deokhani Dharam Mein Allah Ko Pahle se ilm Nahi Hota*
_Deobandi Dharam ke Shaikh ul Hind Mehmod ul hasan Ke Nazdeek Bhi Allah Ta,ala Ko Pehle se ilm Nahi Hota Lihaza is Ne Quran e Paak Ki Ek Aayat Ka Tarjama Bhi Apne Aqide Ke Mutabiq Hai Quran Paak Ki Sureh Aalimran Ki Aayat_
اَمْ حَسِبْتُمْ اَنۡ تَدْخُلُوا الْجَنَّۃَ وَلَمَّا یَعْلَمِ اللہُ الَّذِیۡنَ جٰہَدُوۡا مِنۡکُمْ وَیَعْلَمَ الصّٰبِرِیۡنَ﴿۱۴۲﴾
*Mehmood ul Hasan Deokhani is Aayat Ka Tarjama Karta Hai Ke*
_“Kya Tum Ko Khayal Hai Ke Dakhil Ho Jawo Ge Jannat Mein Aur Abhi Tak Maloom Nahi Kya Allah Ne Jo Ladne Wale Hain Tum Mein Aur Maloom Nahi Kya Sabit Qadam Rahne Walo ko”_
📚 *_Tafseer Usmani Vol 01 Page 324_*
*Dekha Aapne Deobandion Ne Ke Deobandi Firqe Ke Nazdeek Allah Ta,ala Ko Pehle Se ilm Nahi Hota Jabke Hum Ahlesunnat Wa Jamat Ka Aqida Ye Hai Ke Allah ta,ala se Koi Shaye Chupi Howi Nahi Hai Mumkin Hai Aap Ke zahan Mein Sawal Uth Raha Hoga Ke is Aayat Ka Sahih tarjuma Kiya Hai Tu Lijiye Wo Bhi Hum Aapko Bata Dete Hain imam e Ahlesunnat Aalahazrat imam Ahmad Raza is Tarjuma farmate hain Ke*
_“ Kya is Guman Mein Ho Ke Jannat Mein Chale Jawo ge Aur Abhi Allah Ne Tumhare Ghazion Ka imtehan Na Liya Aur Na Sabar Walon Ki Aazmaish Ki” .._
*_{Tarjuma e Kanzul iman}_*
*Kitna Payara Aur iman Afroz Tarjuma Hai Aap isi tarjume Ka Mutala Karen take Aapke iman Aur Aqide Ki Hifazat Hosake*
*07 Deobandi Deokhani Aqaid*
عبدالماجد دیوخوانی کا غلط ترجمہ لکھا، اللہ تعالی کو پہلے سے علم نہیں ہوتا
*Abdul Majid Deokhani Ka Galat Tarjuma Likha Allah Ko Pahle se ilm Nahi Hota Deobandi Molvi Abdul Majid Dariyabadi Apna Galat Aqida Sabit karne ke Liye Quran Pak Ki Aayat*
اَمْ حَسِبْتُمْ اَنۡ تَدْخُلُوا الْجَنَّۃَ وَلَمَّا یَعْلَمِ اللہُ الَّذِیۡنَ جٰہَدُوۡا مِنۡکُمْ وَیَعْلَمَ الصّٰبِرِیۡنَ﴿۱۴۲﴾
*Ka Galat tarjama Karta hai Ke*
“Shayad Tum is Guman Mein Ho Ke Jannat Mein Jaa Dakhil Hoge Halanke Abhi Allah Ne Tum Mein Se Un Logon Ko Jaana Hi Nahi”
*Deokhani Ke is Tarjume Se kiya Ye sabit Nahi Hota Ke Allah Ta,ala Ko Har Lamha ilm Nahi Hota MaazAllah Jabke Aisa Nahi Hai Allah Ta,ala Se Koi Chiz Chupi Howi Nahi Hai*
_Ahlesunnat wa Jamat Ke imam Ahmad raza Ne Jo Tarjama Kiya Hai Usko Mulaheza Karen Tarjma Karte Hain_
*“Kya is Guman Mein Ho Ke Jannat Mein Chale Jawo ge Aur Abhi Allah Ne Tumhare Ghazion Ka imtehan Na Liya Aur Na Sabar Walon Ki Aazmaish Ki”*
*【Tajuma Kanzul iman】*
*Aap wahabi Deobandi Ghair muqalladin Ke Galat tarjumaun se Bachiye Aur Logon Ko bachiye*
*08 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوخوانی عقیدہ۔رحمۃ اللعالمین ہوناحضور صلی اللہ علیہ وسلم کی صفت خاصہ نہیں ہے
_Deokhani Aqida Rahmatulil Aalamin Hona Huzor Ki Sifat e Khas Nahi Hai Deobandi Dharam Mein Rahmatullil Aalamin Hona Ye Huzor Ke Sath Khaas Nahi Hai Aur Ye Likhne Wala Deokhani Dharam Ka imam Rabbani Rashid Ahmad Gangohi Hai Gangohi Se Kisi Ne Sawal Kiya Ke_
*_“Lafz e rahmatullil Aalamin Makhsos Aanhazrat Se Hai Ya Har Shaks Ko Kah Sakte Hain ? Is Sawal Ke Jawab Mein Gangohi Likhta Hai_*
_“Lafz e Rahmatullil Aalamin sifat e Khassac Rasol Allah Ki Nahi Hai Balke Digar Auliya Ambiya Aur Ulama e Rabbanin Bhi Mojobe Rahmat e Aalam Hote Hain Agarche Janab Rasol Allah Sab Mein Aala Hain Lihaza Agar Dusre ko Batawil Bol Dewe Tu Jayaz Hai’_
📚 *_Fatawa Rashidiya Page 244_*
*Dekh Rahe Hain Aap inke Yahan Milad Ki Tawil Nahi Hosakti Magar Rahmatullil Aalamin Ki Tawil Ho Sakti Hai Aur Ye Tawil Ka bahana Kyun banaya Ye Agli Tahir Mein Dekhayen Ge Ke inke Rahmatullil Aalamin Kon hain*
*09 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوخوانیوں کے نزدیک رحمۃ اللعالمین کون ہیں؟
*Deokhanion Ka Naya Rahmatullil Aalameen*
_Aap isse Pehle Ki Tahrir Mein Deokhani Molvi Rashid Ahmad Gangohi Ka fatwa Dekh Chuke Hain Jismein Usne likha Hai Huzoor صلی اللہ علیہ Ke Alawa Dusron Ko Bhi Rahmatullil aalamin Keh Sakte Hain Ab Aayen Deobnadi Dharam Ke Rahmatullil Aalamin Kon Hain Ye Rashid Ahmad Gangohi Ki Hi Zubani Dekh Leen Iqbal Qureshi Deokhani Thanvi Ke Hawale se Likhta Hai Ke_
*“Hakim Ul Ummat Farmate Thy Ke Apne Mureedon Aur Motaqidon Se itni Shafqat Karne Wala Shaik Main Ne Nahi Dekha Aur Ye Share Padhte Hum Ne Ulfat Ki Niqahen Dekhen Jaane Chashmen Gazabnak Ko Hum Is Liye Aap Ki Wafat Ke Baad Molana Rashid Ahmad Gangohi Bar Bar Aap Ko Yaad Karke Farmate Thy Haye Rahmatullil Aalameen, Haye Rahmatullil Aalameen "…..*
📚 *_Mareef ul Akabir Page 38_*
*Dekha Aapne Deobandion Ke Rahamatullilahameen Kon hain Deokhani Dharam Ka Ahlesunnat Se Koi Taluk Hi nahi hai insha Allah Hum inka Kalma Aur Durood Bhi Hum Aap Ke Samne Layen Ge*
*10 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوبندی دھرم میں حضورصلی اللہ علیہ وسلم کے بعد بھی نبی پیدا ہوسکتا ہے
_Deobandi Aqida Huzor Ke Baad Bhi nabi Paida Ho Sakta Hai_
*_Ahlesunnat Wa Jamat Ka Ye aqida Hai Ke Hamare Nabi ﷺ Aakhri Nabi Hain Allah Ta,ala Ne Nabuwat Ka Silsila Huzoor ﷺ Per Khatam Faramaya Hai , Huzoor ﷺ Ke Baad Ab Koi Nabi Paida Nahi Hosakta Magar Deobandi Mazhab Mein Huzoor ﷺ Ke Baad Bhi Nabi Paida Hosakta Hai Aur Ye Baat Inki Kitab Mein Likhi Howi Hai, Deobandi Molvi Qasim Nanotvi Apni kitab Mein Likhta hai_*
*“Agar Bilfarz Baad zamana Nabwi Bhi Koi Nabi Paida Ho Tu Phir Bhi Khatamiyat e Muhammadi Mein Khuch Farq Na Aaye Ga Che Jaye Ke Aap Ke Muasir Kisi Aur Zameen Mein Ya Farz Kijiye isi Zameen Mein Koi Aur Nabi Tajwiz Kiya Jaye”*
📚 *_Tahzeer un Naas Page 34_*
*Quran Wa hadees Mein Tu Hai Ke Huzoor ﷺ Ke Baad koi Nabi Paida Nahi Ho sakta Magar Deobandion Ka Kehna Hai Ke Nabi Paida Hosakta Hai isse Deobandion Ka Aqida Quran Aur Hadees Ke Khilaf Hone Ka Saaf Saboot Hai ,Mumkin Hai Koi Deokhani Ye kahe Ke Hazrat isa Alehsalam Ke Hawale Baat Karne Ki Koshish Kare Tu Hum Kehte Hain Ke Hazrat is Alehsalam Paida Nahi Hun Hun Ge Balke Wo Tashrif Layen Ge Tu Deokhani Hazrat isa Alesalam Ka Tashrif Laana Tahzir unnas Ke Difa Mein Na Hi Pesh Karen*
*11 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوبندی دھرم میں نماز میں حضور ﷺکے خیال کے بجائے،بیل گدھے اور ہمبستری کا خیال بہتر ہے
*Deobandi Mazhab Mein Namaz Mein Huzoor Ka Khayal bura Hambistari Ka Khayal Jaiz Deobandi Huzoor ﷺ Ke Kitne Bade Gustakh Hain Ye Aap Aage Mulaheza karen Ge Ke Dobandi Aur Ghair Muqalladin Yaani Jumala Wahabi Firqe Ke Peshwa ismail Dehlvi Qatil Likhta Hai “{Namaz Mein } Zina Ka Waswase Se Apni Biwi Ki Majmaiat {Hambistri} Ka Khayal Behtar Hai Shaikh Ya Ineeh Jaise Buzorgon Ki Taraf Khawa Janab Risalat Maab Hi kyun na Hun Apni Himmat Ko Laga Dena Apne Bail Aur gadhe I Surat Mein Mustagrak Hone Se Ziyada Bura Hai”*
*_Seerat e Mustaqeem idara Alrashid Deoband Page 118 Aur Seerat e Mustaqeem , Darul kitab Deoband Page 148_*
*Matalb is ibarat Ka Yahi Hai Ke Namaz Mein Deobandi Gadhe Aur Bail ka Khayal Aajaye Ya Debandi Ko Apni Biwi Ke Sath Humbistari Ka Khayal Aajye Tu Ye Bura Nai Hai Magar Huzoor ﷺ Ka Namaz Mein Khayal Aajaye Tu Ye Bahut Bura Hai,Kya Ye Rasol Allah Se Bughz Nahi Hai Kya Ye Deokhanio Ki Gustakhi Nahi Hai? Kutub e Hadees Mein Huzoor ﷺ Ke Sahab Kiram ki Namaz Ka Bhi Tu Manzar Mehfoz Hai Ke Kistarah Sahab Huzor Ke Gharr Ki Taraf Namaz Ki Halat Mein Apni Mubarak Aur Pak Nazron Ko Uthaya Karte Thy Tu Kya Sahaba Ka Ye Amal Huzoor ﷺ Ke Khayal Ko Laye Bagair Hota Tha ?*
*12 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوخوانی عقیدہ۔۔اللہ تعالی ہر برا کا م کرسکتا ہے۔۔معاذ اللہ
_Deokhani Aqida ..Allah Ta,ala Har Bura Kaam Kar sakta Hai_
*Hum Ahlesunnat Wa Jamat Ka Ye Aqida Hai Ke Allah Ta,ala Har Ayeb Wa Nuqs Se Paak Hai Magar Deobandi Mazhab Mein Aisa Nahi Hai Deobandi Molvi Mahmood ul Hasan Gangohi Deokhani Likhta Hai*
_“Affale Qabeeha Ko Misale Digar Mumkinat e Zaatiya Maqdoor e Bari Jumla Ahle Haq Taslim Karte hain_
📚 *_Al Jihad ul Muqlil Page 41_*
*Phir ek Jaga Aur Likhta Hai*
*“Affale Qabeeha Maqdoor Baari Ta,ala Hain”*
📚 *_Al Jihad ul Muqlil Page 83_*
*Deokhani Molvi Ki is Tahrir Se Allah Ta,ala Har Bure Kaam Kar Sakta hai MaazAllah*
*13 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوخوانی عقیدہ۔۔حضور صلی اللہ علیہ وسلم اشرفعلی تھانوی کی شکل میں ۔۔معاذاللہ
*Deokhani Aqida ..Huzor ﷺ Ahraf Ali Thanvi Ki Shakal Mein Deokhani Dharam Ki Kitab Asaduq ul Roya Mein Deokhani Likhta Hai..*
*“Chand Dino Ke Baad Ziyarat Naseeb Howi ismein Bhi Main Ne Musafah Kiya Aur Teeno Khawab Mein Main Ne Huzor Ko Aapki {Ashraf Ali Thanvi Ki} Shakal Mein Dekha Aur Phir Main Aur Aadmiyaun Se Kehta Tha Ke Huzoor ﷺ Hamare Maulana Thanvi Ki Shakal Mein Hain “*
📚 *_Asaduq Ul Roya Hissa 02 Page 25_*
*Ye Hai Deobandiat Aur Deobandion Ka Adab Thanvi Ka Murid Kehta hai Ke Usne Huzor Ko Ashraf Ali Thanvi Ki Shakal Mein Dekha MaazAllah*
*14 Deobandi Deokhani Aqaid*
دیوخوانی عقیدہ۔۔اللہ تعالی ٰ جھوٹ بولنے پر قادر Deokhani Aqida ..Allah Jhoot Bolne Per Qadir Hai ..Maazallah
ہے۔۔معاذاللہ
Deobandi dharam Ke Bahut Se gumrah Aqaid Mein Se Ek Aqida Ye Bhi Hai Ke Ye Log Allah Ko Jhoot Bolne Per Qadir Samjhte Hain Deokhani Molvi Khalil Ahmad Ambhetvi Likhta Hai
“Allah Kizb {Jhoot Bolne} per Qadir Hai”
📚 *_Baraheen e Qatiya Page 278_*
_Hum Ahlesunnat Allah Ko Har Ayeb Se Paak Samjhte Hain Aur Yahi Hamara Aqida Hai Magar Aapne Deobandi Wahabion Ka Aqida Dekh Liya Yahi Aqida ismail Dehlvi Ka Bhi Tha Jo Deobandion Ka Imam Hai_
*15 Deobandi Deokhani Aqaid*
اشرفعلی تھانوی کے خلیفہ نے حضورﷺ کو بہروپیا لکھا ۔۔معاذاللہ
*Thanvi ke Khalifa Ne Huzor Ko Bahropiya Likha..(MaazAllah) Deobandi Dharam ke Molvi Ashraf Ali Thanvi Ka Khalifa Molvi Syed inayat ali shah Apni Kitab Mein Huzor ﷺ Ki Shan Mein Bahut Badi Gustakhi Ki Hai Apni kitab mein isne Chand Ashar Likhe Hain Jismein Huzoor ﷺ Ko Baharopiya Likha Hai MaazAllah Aap Khud Mulaheza Karen likhta Hai Kabhi Mosa Kabhi Shakle isa kabhi yusuf Maye liqa Ban Ke Aaya Bade Kheel Khele Bahut Roop Badle Zamane Mein Baharopiya Ban Ke Aaya*
📚 *_Baghe Jannat Page 294_*
_Ye Hai Deobandion Ka Adab? Ye Hai inka ishqe Rasool ?Allah Ki Panah Aise Mardood Aqida rakhne Walon Se, Hamare imam imam Ahlesunnnat imam Ahmad Raza Sarkaar Karim Huzoor ﷺ Ki Shan Aqdas Mein Yun irshad Farmate Hain Tere Khalq Ko Haq Ne Azeem Kaha Tere Khulq Ko Haq Ne jamil Kiya Koi Tujh Sa Howa Hai na Hoga Shaha Tere Khaliq Husn o Ada Ki Qasam Hadaiq e Bakhshish_
16_Abu Ayub Maadri Ke fatwe Se Qari Taiyab Deobandi Kafir_
دیوبندی ابو ایوب مادری کے فتوی سے قاری طیب دیوبندی گستاخ رسول اور کافر
_Abu Ayub Maadri Ke fatwe Se Qari Taiyab Deobandi Kafir_
*Deobandi Dharam Ka Kazab e Azam Abu Ayub Maadri Ahlesunnat Wa Jamat Ke Mufassir Hazrat Mufti Ahmad Yaar Khan Naimi Ki Mashor Tafsif Noor Ul irfan Ki Ek ibarat Per Aitraz Karte Howe Likhta Hai*
_“Yaani Naimi Sahab Ka Aqida Hai Ke Ambiya Bhi Shaitan Se Mahfoz Nahi Ambiya Bhi Shaitan Ki Zad Mein hain Barelvi Hazrat Ye Bata Dain Ke Naimi Sahab Ka Ye Aqida Kiya Kufr Nahi ?Kya Ye Naimi Sahab Per Gustakh e Rasol Hone Ka Fatwa Nahi Lagna Chahiye ?_
📚 *_500 Sau Ba Adab Sawalat Page 140_*
*Tu Janab Kawwa Khor Abu Ayub Maadri Sahab is ibrat per Aitraz Karne Se Pahle Aap Deokhani Ghar Ke Hakim ul islam Qari taiyab Ki Khutbat Dekh Liya Hota Tumhara Hakim Tu Tumhare Hi Fatwe Se islam se Farigh Hogaya Hai Ye Lo Qari Taiyab Kehta Hai*
_“Hazrat Aadam Ke Zahan Mein Shaitan Ne Awalan Waswasa Dala Aur Tadbeer Samjhai Aur Talbees Karke Taweel SamjHai Ke is Ki Mumaniat Abdi Nahi Hai”_
📚 *_Khutbat E Taiyab Page 142_*
*Lo Ji Deobandi Abu Ayub Ke Fatwe Se Qari Taiyab Taiyab Hi Na raha Najis Kafir Sabit Hogaya Kahan Tu tum Hazrat Mufti Ahmad Yaar Khan naimi Ki ibarat Per Hukme Kufr Lagane Chale Thy Aur Khahan Tumhara Hi Molvi Tumhare Hi Fatwe se Kafir Sabit Hogaya Ab Taweel Karte rahna Hum Pahle Hi Keh Chuke Hain Ke deobandiat Ki Lotiya Dubone Ke Liye Teen Hi Bandar Kaafi hain Sajid,Abu AuyubAur Ghuman*
*17 Ashraf Ali Thanvi Mushrik*
دیوبندی فتوی سے اشرفعلی تھانوی جیسا مشرک کائنات میں پیدا نہیں ہوسکتا
_Ashraf ali Thanvi Jaisa Mushrik Qainat Mein Paida Nahi Ho sakta .Deokhani Fatwa_
*_Deobandi Moli Zia ur Rahman Faroqi Likhta Hai_*
_“Jis Waqat Wo {Makka Ke Mushrik} Kashti se Bach jate Thy Tu Phir Apne Buton Mein Mashghul Hojate Phir Butin Ki Parashtish Karte Thy Lekin Aaj Ke Mushrik Ko Dekho Ye Shirk Mein itna Sakht Hai Jo Kashti Dobti Howi per Baith Kar Bhi Kehta Hai Moin Uddin Chishti Laga De Paar Kashti Peer Dastagir Ko Kehta Hai Kashti Paar laga De Makke Ka Mushrik Dobti Howi Kashti Ke Mauqe Per Tu Khuda Ko Yaad karta Tha Lekin Aaj Ka Mushrik Dobte Waqat Bhi Khuda Ko Yaad nahi Karta isse Bada Mushrik Kayenat Mein Paida Nahi Hosakta …_
📚 *_Jahahirat e Farooqi Vol 01 Page 33_*
*Is hawale Ko Apne Zahan Mein Mehfoz rakhte Howe Aage Molvi Ashraf ali Thanvi Ne Jo Apne Peer Ka Waqaya Naqal Kiya Uska Mutala Karen Aur Deokhani Zia urrahman Farooqi Ke fatwe se Ashraf ali Thanvi Ko Kainat Ka ssabse Bada Mushrik Sabit Hona Mulaheza Karen Ashraf ali Thanvi Likhta hai*
_“Framaya Ke Khuda Log Jaane Mujhe Kya samjhte Hain Aur Main Kya Hun Mehboob Ali Naqash Ne Aakar Bayan kya Ke Hamara Aagboat {Paani jahaz} Tabahi Mein Tha Mein Muraqib Hokar Aap Se Multaji Howa Aapne Mujhe Taskin Di Aur Aagboat {Paani Jahaz}Ko Tabahi Se Nikal diya …_
📚 *_imdad Ul Mushtaq Page 121_*
*Deokhani molvi Zia Ur rahman Ke Fatwe Se Ashraf ali Thanvi kainat Ka Sabse Bada Mushrik Sabit Hoga Abu Ayub Padri isko Kehte hain Dast Wa Gireban*
*【POST 18】*
*Deoband kay Bidation Nay Peeri Muridi Kay Paak Rishtay ko Bhi Nahi Baksha yahan bhi Apni Gandi Soch Sexi Misalen Denay Say Nahi chokay Pata nahi Kay Sirf Misalon Tak Hi Mehdood Tha ya issay aage Tajrubat Bhi inkay Hakim Sahab Nay Kiye Thay Chliye Fahashiat Ki Aala Misal Mulaheza Kijiye Thanvi Ki Dadhi Wali Dulhan Likhti Hai*
*“ Ek Baar badoun Suhbat Shaikh Kay Mahaz khat Wa KhitabatnPer iktefa Karnay Ki Misal Di Thi Kay Jaise Shohar Aur Bi Bi Mahaz Khat Wa Khitabat Kartay Rahen aur izhar e mohabbat Bhi Kartay Rahen Lekin Miltay Jultay Na rahen Tu aulad Ho chuki isi tarah Shaik kay Sath mahaz Khat Wa Khitabat Rakhnay Say Koi Muatad ba Natija nahi Paida Ho sakta Samrat Kay Liye Gaahe Gaahe Sohbat Zarori Hai*
📖 *Malfozat hakim ul Ummat vol 16 page 35.*
*Na Janay Thanvi Nay Yahan Sohbat Say Konsi Sohbat Murad Li hai Ye Tu Andar Ki Baat Hai.*
*【POST 19】*
*Bidation ka Mashor Peshwa Thanvi Kis Qadar Zahan ka Ganda Tha kay isnay Apni Uriyaniat Fahashiat Ki misalen Aurton Kay Liye Bolay Say Bhi Nahi Hichkichaya thanvi Azeez Dulhan likhti hai*
*“Ahkar Ka Ek Aziz Jo Bazahir Bahut Kam Umer malom Hota hai is kay Bacha Honay ki Umeed Howi Hazrat {thanvi} Garib Khana Per Raunaq Afroz howe Tu Baaz masturaat Nay Kehlaya Kay Sirf is say Parda Nahi Kartin kiyn Kay Wo Chota Saa hai Aur Baaqi Sab say Parda Hai Farmaya {Thanvi Nay} kay Nahi issay Bhi Parda Karna Chahiye Aur Wo Chota Sa Aajaye Ga Tab Maloom Hoga kay kaisa Chota saa Hai*
📖 *Malfozat Hakim ul Ummat Vol 16 Page 50*
*Ye pora Malfooz Duble Minnig Say Bhara Howa Hai Deobandi Bidat Nay Braket Gangdi chupanay kay Liye laga Rakha Magar Badbo Kahan Chupnay Wali Hai wo Tu Bhara Ko Aani Hi Hai*
*【POST 20】*
*Bidation Kay Imam mulli Ashraf alli Thanvi Ki Tahqiq Mulaheza Karen Thanvi Kehta Hai.*
*“Ye Jo Mash,Hoor Hai Kay aurat ko Mard Say Ziyada Shahawat Hai ye Galat Hai Awwal Tu Mushaheda {عینی ثبوت Aankhon Dekha} Dusre Unka Mizaje Baarad Rutoobat {sperm} Unmen Ziyada Hai Phir Ziyadati Kay Kiya Maana*
📖 *Malfozat E Hakim Ul Ummat Vol 19 page 256*
*Isko Kehtay Hain Tahqiq Thanvi bidati Nay Apna Tajarba Bhi Bayan Kar Diya Ab Deobandion Ko Koi Shak Bhi Nahi Hona Chahiye*
【POST 21】*
*Samjh Mein Nahi Aata Deobandi Bidation Ko Hi Ladkon Mardon say Pyar Kiyun Hojata hai Gangohi Ko Nanotvi Aziz ul hasan Ko Thanvi Say Mansor Ko Bhi Lake Aur Thanvi Ko Madarse Kay Bachon Say Ab Thanvi Kay Murid Ko Bhi Ladke Say Love Hogay Khud Kaifiayt Bayan karta Hai Be Waqf likhta Hai”*
*Ek Sahab Hazrat Wala Say bayeat Hain Aur Pesha Khaiyati Ka Kartay HainUnka Khat Aaya Tha Likha Tha Kay Mere Paas Ek Ladka Kaam Sikhne Dopahar Ko Aaya Karta hai Uski Mohabbat Mere Dil Mein is Qadar Hogai Kay Har Waqat Uska Khayal Rehta Hai Hatta Kay Khwab Mein Bhi Nahi Bholta”*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 19 Page 259*
*【POST 22】*
*Unwan Dekh Kar Hairan Na Hun waqaya Hi Khuch Aisa Hai ji Haan Thanvi Kay Malfozat Mein Likha Hai”*
*Zohar ki Namaz Kay Baad Hazrat Wala {thanvi }ko istanje Ki Zarorat Howi Uswaqat Majma Ki Ye Halat Thi Kay Tamam Sahan Bhara Howa Tha Baitul Khala {Toilet}Tak Pahunchna Dushwar Tha Ek Shaks Hazrat Kay Aage Howa Takay Logon Ko Hitaya Jaye Aur Logon Nay Phir Musafah Shro Kardiya Hatta Kay Baitul Khala{Toilet} Kay Darwaze Tak issay Fursat Na Di Ek Shaks Nay kaha Abtu Zara Thahar jawo istanje Kay Liye Ja rahe hain {Thanvi} Hazrat Muskura Kar Farmatay Hain Kiyun Mana Kartay Ho Aane Do Ye Tu Mere Saath Pakhana Kay Andar Hi Jayen Gay Mujhe istanja {Sandas} Kartay Howe Dekhen gay Aakhir istanje ki kaifiyat Bhi Kisi Tarah Sikhen..*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 20 Page 178*
*Dekh Rahe Hain Aaap Kitna Gira Howa Shaks hai logon Ko Sandas Mein Sath Le jaane Ki Baat kar Raha Hai Kiya Koi itna Bhi Behaya Be Sharam Ho sakta Hai ?*
*【POST 23】*
*Thanvi Mardani Dulhan Aziz ul Hasan Likhti hai*
*Hazrat Wala {Thanvi} Farmatya hain Dekhiye Khawaja Sahab Kay Bistar Ki Bandish Hi batla Rahi hai Kay Khawaja Sahab Chisti Hain Jab Bistar Uthane Lage Tu Us Mein Say Gathri Nikal Padi Tu Khawaja Sahab Hazrat Kay Us Lafaz Ko Yad Kar kay Bahut Hanse Kay Saare Hi Kaam Bedhangay Hain Bamushkil Tu Us Gathri ko Bistar Kay Andar Bandh Paaya Tha Aur ye Socha Tha Kay Rail Say Tu Kisi Tarah Utar Jaaye Phir Stetion Per Bandh Jod Len gay Magar Ye Yahin Nikal Padi Tu Hazrat {Thanvi} Farmatay Hain Ye isqate Hamal Qabal Az Waqat Hogaya {Yani Bacha Waqat Say Pehle Paida Hogay}*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 20 Page 202*
*【POST 24】*
*Thanvi Kay malfozat Say Kya Kya Pesh Karen Fahash Misalon Say Bhare Hain iskay Malfozat Ab ye Bhi Dekh Lijiye Thanvi Ki aziz Dulhan Likhti Hai*
*“Baduaun Ka Zikr Tha Aur Unki Shararat Ka Aur Had Darja Behayai Ka Kay Baaz Sirf Kurta Pehne Rahtay Hain Lungi Bhi Nahi Hoti Baaz Dafa Kurta Hawa Mein Khol Jaata Hai Unko Parwa Bhi nahi Hoti Aur Baaaz Peshab Karnay Saamnay Baith Jaatay hain Aur Bahut Si Baaton Ka Zikr Tha*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat vol 20 page 384 ..*
*Lagta hai Thanvi Nay Kaafi Reserch Ki Hai Na Jaanay Kitno Ki Lungi Ko Uthta Howa Dekha Hoga Aur Uskay Baad Jo Dekha Hoga Wo Shayad Likhnay wala Bhi Likhtay Howe Sharma Gay Hoga*
*【POST 25】*
*Deobandi Hakim Thanvi Ko Bhaut sare Fan Mein Maharat Thi Un May Say Ek Fan Tripal T Hai {T.T.T} Matlab Thanvi Toilet Technology Ji Haan Agar Yaqin Nahi Tu Lijiye Hawala Bhi Pesh Kiye Detay hain Thanvi Ki Khawabon Ki Shehzadi Aziz ul Hasan Apnay Khawabon kay Shahzade ka Malfoz Yun lihti hai*
*“Ek Jaga Ek Chaudhrahin Thi Unka Aabe Dast { Peshab Pakhana Ki Jaga} Tu naukrani Kiya karti Thi Baaz motay Aadmiyon Ko suna Kay Unka Aabe Dast [Peshab Pakhana Ki jaga} Kapde Kay Than Say Kiya jaata hai Do Aaddmi Khade Hokar Idhar Udhar Ko Khinchtay Hain*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 20 page 241*
*Ek baat Ghaur Talab hai Jab Chaudhrahin ka Zikr Kiya Tu Khud Raawi Bana Hai Khuch Tu parda Daari hai Log Kehtay Hain Dal Mein Kala Hai Hum Kehtay hain Puri Daal Kali hai*
*【POST 26】*
*Ji Haan Ye Deoband Hai Jahan Per inkay Molvi Apne Ehtelam Ki Kahani Bhi Sunatay Hain Jo Baat Ek Mamoli Sa Banda Kehne Say Sharmata Hai inkay Hakim Sahab Likhawa Rahe Hain Behayai Ki Aala Misal aur Kiya Hosakti Hai Chaliye Thanvi Sahab Apni Zulfon Wali Aziza say Kiya Likhwaya Hai Dekh Lijiye “*
*Mera {Thanvi} Qissa Hai Kay ibtidaye Baloog Mein Mujhe Ehtelam Howa Aur Us Rooz Apnay Phopa Sahab Kay Yahan Mehman Tha Maare Sharam Kay Kisi Kay Samnay Naha Na saka Masjid Talash Karta Phira Kay Koi Mil Jaye Tu Naha Loon Aakhir Ek Masjid Mili Aur Jab Masjid Wiran Thi Tu Garam Paani Usmein Kahan Hota Gusul Khana Mein Ek Gadhe Mein Be Had Sard Khuch Pani Maujod Tha Aur mausam Bhi Sard Tha Agarche Sardi Khob Thi Magar Himmat Kar kay Naha Hi Liya Aadhe Gadhe Say Nahaya Magar Khuch na Howa …*
📖 *Malfozat HakimUl Ummat Vol 20 page 179,180*
*【POST 27】*
*Deobadion Ki Kitab Majazib Ki Duniya Mein Deoband kay Rahnay Wali Ek Aurat Ki Zikar Kiya hai Jo Musannif Kay Nazdik Majoza Hai Waqaya Mulaeza Karen”*
*Deoband Mein Ek Buzurg Thay Molana Fareed Uddin Sahab Aur Unkay Zamanay Mein Ek Majzoba Thi Wo Nangi Phira Karti Thi Kisi nay Pocha Kay Tu Satar Kiyun nahi Chupati Kehnay lagi Bayelon Aur Gadhon Say Parday ka Hukam nahi Hai Parda Tu Aadmiyon Say Hota hai*
📖 *Majazib Ki Purasrar duniya page 84*
*Is Kahani Say ek Baat ka Tu ilm hogaya Kay Deobandi Gadhay Aur Bayel hain Nabi Karim kay ilm E pak Ko Janwaron Pagalon Say Tashbeeh Denay walay Aaj Khud Ek pagal Ki zuban say Gadhay aur Bail Sabit Ho gaye*
*【POST 28】*
*Deobandi Molvi Yaqub nanotvi Ho Ya Hafiz zamin Deobandi Ho Ya Phir inkay Hakim Thanvi Hun inko Randion Say Kafi Dilchapi Malom Padhti Hai Ab Ye Lijiye Thana Bahwan Ki Dadhi Wali Dulhan Apnay Khwabon Kay Shehzade Ka Malfoz usi Zubani Likhti Hai Thanvi Keh Raha hai”*
*Misal Hai Tu Fahash Magar Chaspan Jaise Randi Badi Khaliq Hoti Hai Pan Bhi Khilati Hai ishq Bazi Ki Baten Bhi Karti Hai Mohabbat Ka Bhi izhar Hai Zara Naaz wa Andaz Bhi Hai Dil Lubhanay Kay Sab Hi Asbab Jama Karti Hai Aur Ek Gharastan Ky raat Din Khawind Say Ladti Hai Seedhay Moon Baat nahi karti Ek istaghna Ki si Shan Hai Ab Aap Hi insaaf say Batlayen kay Randi Tu Khaliq Hai Aur gharastin Bad Khalaq Hai ..*
📖 *Malfozat e hakim Ul Ummat vol 1 Page 129*
*Bagaur Thanvi Kay Malfoz Padhen Kiya Koi Ye Sab Bagair Tajrabay kay Bayan Karsakta Hai Khuch Tu parda Daari Hai
*【POST 29】*
*Unwan Mazmoon Kay Muafiq Hai Bidati Firqe Ka Molvi Thanvi Khud Apni Zuban Say Keh Raha hai Kehta Hai*
*“Aaj kal Kay Aksar Piron Ki Tu Ye Kaifiyat Hai Misal Tu Fahash Hai Magar Hai Muntabiq Wo Ye Hai Ki Meri Aur Dusron Ki Bilqul Aisi Misal hai Kay Jaisay Randi Aur Gharastin Ki Talibon Kay Jama Karnay Ki Jitni Tadabir Randi Karti Hai aur Qisam Qisam Kay Roop Badalti Hai Phansanay kay Liye Aur Nayeka {Randion ki Sardar} Say Kehti Hai usko Lawo Usko Lawo Gharastin Nahi Kar Sakti*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 1 page 68*
*Ab Hum Ye Faisla Khud Hakim Deoband kay Chahnay Walon Per Chortay hain Ki Wo Thanvi Ko Kis Khanay Mein Rakhna Pasand Kartay Hain Waise Bhi Thanvi Nay Ek Jaga Khud Ko Randwa Bhi Keh Diya Hai*
*【POST 30】*
*Jiskay dil Wa Dimagh Ko Sexiyat Ka laqwa laga Ho Wo Kabhi Acha Soch Hi Nahi Sakta Ab Dekh Lijiye Hakim E Deoband Mulla Ashraf ullu Thanvi Ko Kisi Nay Sharifa Phal Pesh Kiya isper Thanvi kiya Kehta hai Mulaheza Kijiye Likha Hai*
*“Ek Sahab Nay Arz Kiya kay Hazrat Sharifa Bhi Mewajaat {Phal}Mein Achchi Cheez hai Aur Mumkin Hai Kay Hazrat Ki Khansi Kay Liye Mufeed Ho Wo Laana Chahtay Thay Mazahan Farmaya Kay Agar Laayen Tu Kisi Sharif Ko Laaye Sharifa na Laayen Do Hi {Mankooha Biwi} Bahut Hain Koi Fauj Thudi Hi jama Karna Hai.*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol ! Page 72*
*Dekh Rahe hain Aap Thanvi Ki Soch Mankoha say Bahut Khuch Kiya Ja Sakta hai Kiya Thanvi Ab Sharif Yani Mard Say wahi Khuc Karnay ka irada Rakhta Tha Aisy Chichore Ko Log Hakim Ul Ummat Kehtay Hain Tajoob Hai*
*【POST 31】*
*Deobandion Ki Soch Aur zubhan Dono Mein Uryaniat Fahas paei Jaati hain Apni is Gandi Soch Ka Sara Bukhar in Zalimon Nay Nay Apnay Chahamay Walon Per Bhi Utara hai Deobandi Bidati Molvi Ashraf alli Thanvi Kay malfozat Mein ek pir Sahab ko Milnay Aanay Waly kay Taluk Say likha hai Kay”Hazrat hafiz Sahab Nay Us Shaks ko Khob Khabar Li Aur Khob Hi Danta Kay Kiya Wahiyat hai Raat Bhar Tu Biwi Kay Bagal Mein Sowe Pade Sotay Ho Aur Dosron Kay Aaram Kay Waqat Mein Makhal Hotay Ho ..*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 1 page 202*
*Baat Ko istarah bhi Tu kaha ja sakta Tha Ki is waqat Na Aaya karna Tum Log Tu raat Bhar Aaram Kartay Ho Magar is Bidati Zamin Deobandi ko Fahash bakna Tha Aisa Malom Padta hai Ki Koi Deobandi Apnay Biwi Ki Bagal Mein Sota Hi Nahi Agar Aisa Tu Phir Jo Log Kahin Gaye Uskay Zimmedar Khud Deobandi Hun gay Agar Sotay hain Tu Phir Kisi Per Tanz Kasna Ye Konsay Akhalaq Hain*
*【POST 32】*
*Hakim Deoband Sach Bol Gaya ji Haan Thavni Bidati Kay malfozat Mein likha hai kisi Nay Bidati Molvi Ashraf alli Thanvi say Pocha Ki “Ek Sahab nay Arz Kiya kay Hazrat Fulan Shaks Ba Wajood Deendar Honay Kay Maskharay Hain Aur Unki Baaz Baten Maskhare Pan ki Bayan Keen Hazrat Wala {Ahraf Ullu Thanvi} Nay Sun Kar Mazhan Farmaya Kay inko Mas Hoga Kisi Khar {Gadhay }Say Ye Uska Asar Hai…*
📖 *Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 2 Page 89.*
*Jo Log Thanvi kay Malfozat Padhen Hain Wo Bakhobi Jantay hain Ki Maskhara Kaun hai Jo Nahi padhay hain Wo Padh Len Agar Thanvi Maskhara Nazar Na Aaye Tu Kehna Ab Ye Jo isnay Mas honay Ki Baat Likhi Hai Wo Nihayat Hi Fahash Go Baat Hai Jo Thanvi Nay isharatan keh Di Hai Aap wo Malfoz Tu padhay Hi Hun gay jismein Thanvi Nay Deobandion kay Aqiday Ki Tashbeeh Azoye Tanasul Say Di hai Baqi Aap Samjhdaar Hain*
【POST 33】*
*Kya Kya bayan Kiya jaye bahut Hai Lijiye Deoband Say Ek Aur Randi Ka Qissa Bidati Molvi Thanvi kay Malfoz say Pesh Kiye Detay hai “*
*Rashid Ahmad Gangohi Kehta Hai Gangoh Mein Ek Baqaid Dyrwesh Aaya shohrat Howi Ek Awar Aurat Ko Bhi Malom Howa Usnay Apnay Aap Say kaha Kay Chalo Hum Bhi Allah Wale Ki Ziyaat kar Aayen Dono gaye Mard Tu Ja kar Shah Sahab Kay Paas Baith gaya Aur Aurat Bawaje Sharmindagi Ek Taraf Baith gai Shah sahab Nay Pocha Ye kon hai? Usnay kaha Kay Bazari Aurat Hai Aapki Ziyarat Ko Aaei Hai Magar Bawjeh is Peshay Kay Sharmindagi Kay sabab Paas Aany say Rokti hai Wo Shah sahab kya Kehtay Hain Ki Bi Bi Paas Aajawo Sharmindagi Ki Kon Si Baat hai Wahi Karta Aur Karata Hai Ye Alfaz Sun Kar Aurat kay sar say Pair tak Aag Lag gai Aur Khadi Hogai Aur Us Aashana Yani Apnay Sathi Say kaha Kay Bhadwe Tu Tu isko Buzurg Batlata Tha Ye Tu Musalman Bhi Nahi Ye Keh kar Wahan Say Chali gai*
*Malfozat E hakim Ul Ummat Vol 2 Page 247*
*【POST 34】*
*Deobandi Hikayat Ki Mein Aurten Bhi Kamal Ki Hain Aur Hakim e Deoband Nay Chun Chun Kar Kahaniyan Bayan Ki Hain Likha hai “*
*Ek Sahab Nay Arz Kiya Kay Hazrat jin Amraz Ki Islah Ki Zarorat Hai Un sab ka Majmua Hojaye Farmaya Aisay Khutoot Ko Ek Ek Karkay Jama Karlo isi Tarah Majmua Hojaye Ga Jaisay Ek Aurat Say Dosri Aurat Nay Pocha Tha Kay Fauj Kisay Kehtay Hain Usnay Jawab Diya kay Mira Miyan Aur Tera Miyan Sab Mil Kar Fauj Hogai*
*Malfozat Hakim Ul Ummat Vol 2 Page 240*
*Khuch Samjhay Sunni Bhaio Aurat Miyan aur Do Aadmi banay Fauj Aur Shohar ka Hamla Kab Hota hai Ye Batnay Ki Zarorat nahi Bas Samjh Jayen*
*【POST 35】*
*Firqah E Deoband Mein Mein Ek say Ek Mahir E Sexiyat maujod Hai inkay Khudsakhata Mujaddid Arif e Bela Sokhe Darakht Ka Kela Hakim Akhtar Nay Bhi Deobandi Sexiyat Mein izafa Kiya Hai Kehta Hai”*
*ishqe majazi Bahut Bura Marz Hai Baz Logon Nay kaha Wiliam 5 Khata Hun Lekin Neend Nahi Aati Main Kehta Hun KayKiyun Dekhtay Ho Kisi Ki Wife Ky Khana Pade wliam 5 Aur Kharab Ho Jaye Tumhari Life Aur jigar Mein Chubhe uski Nife Na Dekho Kisi Kisi Ma Make Up Warna Nafs Mein Uthay Ga Packup*
*Mahnama Afkare Qasmi Aug sep 2013 Page 82*
*Ye Bhi Badqismati Say Deobandi Hakim Hai Allah Aisay Hakimo say Apnay Bandon Ki Hifazat Farmaye*
*【POST 36】*
*Deobandion Kay Sexi Qisse bahut Hain Aur Ajib wa Garib Bhi Hain Kabhi Bodhon Say Tu Kabhi Bachi Say Ab Dekh Lijiye Janwaron Ko Bhi in Logo Nay Apni Sexiyat Say Nahi Baksha Afkar E Qasmi Mein Likha Hai.*
*Dastar khawan per Gaye ka Gosht Dekh Kar Farmaya Ky Us din Pahad Per Dekha Tha Kay Yana {ri union} ki Gayen Bahut Tagdi Hain Phir Ahkar Say mazhan Farmaya Kay Agar Koi Gaye Aap Ko Dekh Leti Tu Kehti Aye Mere Sardar Aap Ki Body Mujhe Bahut Mehbob Hai Kiyun kay Mera bail Jo Tha wo isi qisam ka ka Tha Us Ki Sohbat Say Hum Arsa Say Mehrom hain is Kay Baad Wo gaye Ek Baat aur Kehti kay Suna Hai kay Aap kay Pas Koi Gaye Nahi Hai Hum Mein Say Jisko Chahen select Kar Saktay Hain Hum Aapko Reject Nahi Karen Gay*
*Mahnama Afkare Qasmi Aug sep 2013 Page 82*
*Wah Wah Kiya Baat hai Deo katy bandon Ki Nai Reshtedari Mein Kafi Maze Hi Maze Hain Dodh ka Dodh Aur Biwi Ki Biwi Dogna Faida*
*【POST 37】*
*Deobandi Atiq Ur Rahman Gilani Likhta Hai”*
*Anis Ur Rahman Darkhwasti Shahid Ki Shafaqaten Mere Sath Thin Phir Mujhe Madrsa Mein Talba Ne Bataya Ke Jumerat Ko Madarsa Ke Mohtamim ke Sahabzade Fahash Video lekar Aate hain Aur Band kamre Mein Usko Dekhte Hain Jumerat Ko Main Maujod Nahi Hota Tha Ek Din Jumerat ke Alawa Bhi wo Video Dekh Rahe the Mein Danda lekar Wahan pahuncha Aur Darwaza Khat Khataya tu Mera Khayal Tha ke Molvi Khalil Ahmed Darkhwasti Niklen Ge Jiko Ek Do Zarben Lagana Bhi Munasib Hoga Magar Darwaza Khola Tu Molna Rashid Ahmed Darkhwasti Aur Dusre Mudarris Bhi Andar Se Baramad Howe Jinki Shaklon Ko Dekh Kar Jurm Unaho Ne Kiya Tha Sharm Mujhe Aarahi Thi Meri Dhamki Per Unaho Ne Fauran Video Band Kar Diya Aur Kaha Aaram Se Samjhawo Hum Samjhne Ke Liye Taiyar hain..*
📗 *Jauhari Dhamaka Page 35,36*
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें