07/10/2020

QAYAMAT KA ILM NABI ﷺ KE PAAS KI NAHI HAI

*सुन्नियत का काम करेंगे!*📚 *मसलक ए आला हजरत को आम करेंगे!


  🌹🌴🌹🌹🌴💦💦🌴 🌹🌹🌴🌹
        🌷QAYAMAT-KA-ILM-NABIﷺ🌷
           🌷KE-PAAS-HAI-KI-NAHI.?🌷
                   🗳 POST- NO- 01 🗳
             🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

📛     Aksar    wahbi      Deobandi     ko    NABI     Sallallahu    alaihi     wasallam    me     aib      dhundte      dekha     hai      aur     woh       kehte     hai     ki      NABIﷺ      ko       yeh      ilm       nahi      woh      ilm       nahi      aisa      nahi       maalum      waisa     nahi      maalum      aur       jab      hum       AHLE     SUNNAT      JAMAAT       inka      muh       tod      Jawaab     dete       hai       toh      yeh      kehte      hai      ki      kya     NABI Sallallahu      alaihi      wasallam       ko      Qayamat     kay       aane       ka     ilm      nahi      maalum.  MAZAALLAH

🔰    Aakhir      kisi      bhi      tarah       yeh     apne      NABIﷺ      ko      lailm       saabit      karne       per       tule      rehte      hai.

🌹     Is        Article      me      hum      INSHA      ALLAH        un      Dalilo’n      ko       padhege     jis     se     saabit       hoga      ki      ALLAHﷻ   taala     ne      NABI Sallallahu       alaihi       wasallam     ko      Qayamat      ka      ilm     bhi      ataa       kiya      hai      aur      waqt      ko      chupane      ka      hukum      bhi     diya    hai.

🌷   Ilm     E     Ghaib      per     Total     21      aayat     Quran      shareef       se      aur       Total     80      Hadees      hai,     Jo      yeh        saabit       karti      hai      ki      ALLAH ﷻ    TAALA     ne NABI Sallallahu     alaihi      wasallam     ko     Ilm E     Ghaib      ataa       kiya..     Makaan      wa     Mayakoon      ka       ilm       ataa     kiya.

📖     Hum      Quran       ki      chand      aayat      aur      uski      Tafseer     Padhte      hai..

           🗳 POST- NO- 02 🗳
     🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

                   📖QURA'AN: 

📖[Surah Rehman Aayat # 1-4]

🔮     Rehman     ne,     apne      mehboob      ko     Qura'an      sikhaya,     Insaniyat    ki    Jaan     Muhammad      ko     Paida     kiya,      Makaan     wa      mayakoon      ka      bayan     inhe     sikhaya.

🎈    “Kaha      gaya       hai     kay      Insaan      se      muraad     Muhammad Sallallahu    alaihi      wasallam     hai      kay       in     ko     aglo      pichlo      umoor      ka      bayan      sikha      diya      gaya     kyuke      Huzur      Sallallahu      alaihi     wasallam       ko      aglo      aur      pichlo     ki     aur     Qayamat      kay      din    ki     khabar     di     gai”

📖[Surah Jinn aayat 26-27]

          🗳 POST- NO- 03 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

📚Hadees # 1 :

🔮     Bukhari    Kitaab      Bada'a      Ul      Khalq     aur      Mishkaat,      JILD #2,     Baab     Bada'a     Ul       Khalq     O     Zikar       Ul      Ambiya      main     Hazrat      UMAR-E-FAROOQ      (Razi     ALLAH      Anhu)       se       Riwaayat     hai:

🎈     "HUZOOR      (ALEH SALAAM)    ne     ek   Jagah            Qayaam      farmaya,      Pas       Hum      ko      Ibtada-E-Pedaish      ki       khabar      de      di,       Yahaan      tak     ke     Jannati      log,      Apni      Apni       Manzilon      main     Puhanch       gae,     aur         Jahannumi       log      apni     main      jis      ne      Yaad      rakha ,     Us      ne     yaad      rakha,       aur      jo      Bhool      gaya,       Woh      Bhool      Gaya".

📚(Sahi Ul Bukhaari, Kitaab Bada'a Ul Khalq, Jild#1, PAGE#453, Matboo'a Qadeemi, Kutub Khaana Karachi),

📚(Sahi Muslim Kitaab Ul Fatan, JILD#2, PAGE#390, Matboo'a Qadeemi Kutub khaana Karachi)

📚(Mishqaat UL Musaabeh, PAGE#506, Matboo'a NOOR Muhammad Qutub Khana)

🔮    Is     Jagah      HUZOOR     (ALEH     SALAAM)    Ne     2      Qisam     KE    Waqi'aat     ki     khabar     di

💧  (1)    AALAM    ki    Pedaish      Ki    IBTADA      kis     tarah     huwi..

💧  (2)  Phir      AALAM     ki     INTAHA     kis    Tarah     hogi..

🎈   Yaani      Az     Roz      Awwal     ta      Qayaamat      Ek    Ek     Zarra    Bayaan      Kar     diya..

🔮    Issi     Hadith    ki      sharah      main      ALLAMA      BadarudDin      A'ni    "A'ini    
Sharah-e-Bukahri   Jild  7    Page # 214, 215    per     farmatay     hian:

🌷والغرض انہ اخبر عن المبداء والمعاش والمعاد جمیعا

🔮    "Gharz     ye      Ke    Huzoor     Sarwar-e-Aalam      ne       Makhlooqat     k     Mubda       aur     mu'ash       aur     ma'ad      sab      ki     khabar      de     di

🎈   Aur    Imam     Badr   ud   Din     Aini    agay     chal      k     farmaty      hain:

🌷وفیہ دلالۃ علٰی انہ اخبر فی المجلس الواحد بجمیع احوال المخلوقات من ابتدائھا وفی ایراد ذٰلک کلہ فی مجلس واحد امر عظیم من خوارق فدیف وقد اعطی جوامع الکلم مع ذٰلک

🔮     "Aur     iss      Hadith     main      iss      baat      pe      Dalalat      hai      Nabi-e-Paak     علیہ الصلوۃ والسلام     ne     ek     hi      majlish     main       tamam      Makhlooqat      Ke   TAMAM     ahwaal      ki      khabar      di.

🎈    Ibtada      se       intehaa      tak      aur      ek      hi     majlis     main      iss     ka     Waarid      farmana      Khwariq-e-Adat      se       Amr-e-Azeem     hai     aur       Q     na      ho?      Iss      ke     bawajood     ke   Nabi-e-Paak علیہ الصلوۃ والسلام       Jawam      al’Kalam      bhi     diye    gye.”

🔮    NOTE:     Jannati      Jannat      me     aur     Jahannami     Jahannam     me      kab       jayege????        Qayamat       aane      kay      baad.         Toh     Sarkar      Sallallahualaihiwasallam      ne       Qayamat      hone       kay     baad      ki     bhi       khabar      de     rahe      hai.

           🗳 POST- NO- 04 🗳
     🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

📚Hadees # 2

🔮    Mishkaat     Baab    Ul   Mojizaat     main      muslim      se       Bariwaayat     Umar-O-IBN-E-KHATA       isi      tarah      manqool       hai      magar       is       main       itna     aur      hai:

🎈     "Hum       ko      tamaam      un       Waaqiyaat       ki       khabar      de       di,      jo      Qayaamat      tak      hone      waale       hain,      Pas      hum      main       bara     AALIM      woh       hai,     jo      in       baaton       ka      Ziyaadah     Haafiz      hai".

📚(Sahi Muslim, JILD#2, PAGE#390, Matboo'a Qadeemi Kutub Khaana Karachi)

📚Hadees # 3

🔮     Mishkaat     Baab      Ul      Fitan      main       Bukhaari      O      Muslim       se     Bariwaayat     Hazrat       Huzefa      (Razi ALLAH Anhu) hai.

🎈     " HUZOOR      (ALEH     SALAAM)      ne     us     jagah      QAYAAMAT     tak      koi       cheez      na      chori,      magar      uski      khabar     de     di,       jis     ne      yaad      rakha,      yaad       rakha,       jo       bhool       gaya      woh      Bhool      gaya".

📚(Sahi Bukhari, JILD#2, PAGE#977, Matboo'a Karachi)

📚(Dalaelun Nabuwwah, IMAAM BEHKI, JILD#6, PAGE#313, Matbo'a Daar Ul Qutub Ul Ilmiya, BEROOT)

           🗳 POST- NO- 05 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡🔍🔍🛡🖱🖨🖱🖨

🌷Haafiz Shaha Buddeen 862 Hijri main likhte hain:🌷

🔮  "HUZOOR      (ALEH     SALAAM)     ka  ek     hi     Majlis     main      ROZ-E-QAYAAMAT      tak     k     Ehwaal     O     Waaqiyaat     ka      Bayaan     farmana,      aap      ka     Azeem      mojiza      hai,      aur      AAP       (Sallalaho     Alehe      Wassallam)    ki       SHAAN      Taweel      Kalaam      ko      chand      jumlon      main      bayaan      karna      is      ka      Aaenadaar     hai.      aur      is     ki      Misaal     ek     dusri      Jahat    se       ABDULLAH      BIN    UMAR    O     AAS    (Razi     ALLAH    Anhu)      ki      Hadees     main      hai      Jisay    IMAAM TARMIZI (REHMATULLAH     ALEH)     ne    Riwaayat      kiya      hai,     KHUZOOR       (ALEH      SALAAM)      hamaray      pass    tashreef      lae,      AAP     ke   haath     main 2     kitaaben      thin..

🎈    Seedhay      Haath     waali      Kitaab     Ke baaray     main      farmaya     yeh     Kitaab       RABBUL AALAMEEN    ki     taraf     se     hai,     is      main      Ahl-E-Jannat    aur      in    ke      Aaba'a     aur     in    k     Kabeelon      k      naam     hain,     in      par      kabhi     bhi      na     koi     naam     Ziyaadah     ho      sakta      hai      aur      na     koi      naam     kam      ho      sakta       hai..     Phir     AAP      (SALLALAHO    ALEHE     WASSALLAM)    ne      Baayen      Haath      waali       Kitaab     k     Baaray     main     AHLE    DOZAKH     ki      Nisbat      isi      Misal     Bayaan      Farmaya".

📚(Fatah-Ul-Baari, Sharah Sahi Bukhari, JILD#6, PAGE#291, Matboo'a Dar-un-nashar,Kitaab Ul Islaamiya, Lahore)

🌷IMAAM BADARUDDEEN Aeni Hanfi 855 Hijri main likhte hain:🌷

🔮 " HUZOOR    (ALEH    SALAAM)    ka      ek     hi      Majlis      main     Roz-E-Qayaamat      tak        k      Ehwaal      O     Waqiyaat     ka     bayaan     farmana     AAP     (Sallalaho      Alehe     Wassallam)     k      Mojizaat     main      se      ek     Azeem      mojiza     hai,       aur      aesa     qu    na      ho    k    AAP    (ALEH    SALAAM)     ko     is     k      Saath      jo     Taweel      kalaam      ko      thoray       waqt    main      bayan     karne     ka      Mojiza      bhi     ata    kiya".

📚(Umdah Qaari , JILD#15, PAGE#110, Matboo'a Darul Fikar Beroot)

🌷ALLAMA AHMED QASTLAANI bhi 911 Hijri main yahi likhte hain:🌷

📚(Bahawala: Irshaad Us Saari, JILD#5, PAGE#250)

         🗳 POST- NO- 06 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡💦💦🛡🖱🖨🖱🖨

📚Hadees # 4

🔮    Mishkaat     Baab      Fazael    Syed    Ul     Mursaleen      main      Muslim      se     Ba      Riwaayat     Sobaan     (Razi   ALLAH   Anhu)   hai:

🎈    " ALLAH     ne     mere     Liye,      Zameen      samait     di,      pas      main      ne     Zameen     k       Mashriqon     aur     Magribon      ko     dekh      liya".

📚(Sahi Muslim Kitaab Ul Fitan O Sharaet O Sa'at, JILD#2, PAGE#390, Matboo'a E Qadeemi, Kutub Khaana Karachi)

📚(Sahi Muslim, JILD#4, PAGE#2216, RaqamUl Hadees#2889, Matboo'a DarUl Kutub Ilmiya, Beroot)

🔮     MirQaat     Sharah      Mishkaat     aur    sharah      Shifa      Ul     Mulla      Qaari     O     Zarqaani      Sharah      Muwaahib,      Naseem      Ur    Riyaaz,      Sharah     Shifa      main     Hadees # 4 :   main    hai..

🎈   "Is      Hadees     ka      khulasa      yeh     hai     k       HUZOOR     (ALE     SALAAM)     k    liye       zameen      samait      di      gai,     aur      is      ko      aesa       jama     farma      diya      gaya,     jese     ek     haath      main     aaenay      ko       dekhta     hai      aur      zameen      ko      is     tarah      sameta      k      Door      waali      ko      Qareeb     kar     diya     is       k      Qareeb      ki      taraf,      yahaan     tak       k     hum     ne     dekh      liya     un      tamaam       cheezon     ko     jo     Zameen      main     hain"..

          🗳 POST- NO- 07 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡🕌🕌🛡🖱🖨🖱🖨

📚Hadees # 5 :

🔮   Mishkaat     Ul      Masaajid     main     Abdur      Rehman     Bin    Aaish      se      Riwaayat      hai:

🎈     " HUM      ne     apne     RAB      ko     achi     Soorat     main      dekha,      RAB      TA'ALA     ne      apna      Dast   E    Qudrat    Hamaray     Seenay      par      rakha,      Jis      ki     Thandak     hum     ne      apne      Qalb      main      Paai,      Pas      Tamaam     Aasmaan      O      Zameen      ki     Cheezon      ko     hum      ne     jaan      liya".

📚(Sunan Daarmi Kitaab Ur Roya, Baab Fi Roiyyah RAB TA'ALA, Fi Nom, JILD#2, PAGE#51, RAQAMUL HADEES, 2155, Matboo'a Nashar Us Sana, Multan)

🔮    Imaam     Abdullah      Bin      Abdur     Rehman     Daarmi     255      Hijri     main      Riwaayat     karte     hain:

🎈    " Mene     Apne      RAB     Azzawajal     ko      Behtareen      soorat      main      deekha,      RAB-E-Zul    jalaal    ne     mujh      se      farmaya     k      Malaika     Muqqabareen     kis       baat     par      jhagra      karte     hain??       Mene       Arz      ki       MOLA      tu     Khoob     jaanta      hai,     HUZOOR   (ALEH     SALAAM)    ne     farmaya    phir     mere     RAB      ne       apni     REHMAT     ka     HAATH     mere      donon       Shaanon      k      Darmiyaan      rakh       diya,       mene     us      ki     Thandak      apni      dono       Chaatiyon       k      Darmiyaan      Paai,       Pas      mujhey     in     tamaam    Cheezon      ka     ILM      hogaya,     jo    k    Aasmaaanon     aur     Zameenon     main     thin".

📚(Sunan Daarmi Kitaab Ur Roya, Baab Fi Roiyyah RAB TA'ALA, Fi Nom, JILD#2, PAGE#51, RAQAMUL HADEES, 2155, Matboo'a Nashar Us Sana, Multan)

          🗳 POST- NO- 08 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡💥💥🛡🖱🖨🖱🖨

🔮IMAAM AHMED BIN HAMBAL 241 Hijri main Riwaayat karte hin:

🎈   " HAZRAT     IBN-E-ABBAS     (Razi     ALLAH      Anhu)      bayaan     karte     hain    ke     NABI     (ALEH     SALAAM)      ne      farmaya      AAJ     RAAT     ko     neend    main    mera    RAB    Azzawajal     Haseen       Soorat     main      mere     Pass     Aaya,     aur      farmaya    Ae      MUHAMMAD!     Kiya     tum     jaante     ho      k      Malaikah     kis     chez      par      behes     kar     rahe     hain??

🔮  HAZRAT     IBN-E-ABBAS     (Razi      ALLAH     Anhu)     kehte     hain    k    AAP     ne     farmaya     Nahin..

🎈    Phir    NABI       (ALEH     SALAAM)      farmate      hain,     k     ALLAH      TA'ALA     ne     apna     Haath     mere      donon      kandhon    k     darmiyaan       rakha     Hat'ta      k      Main     ne      apne      seene      main      is     ki      Thandak      mehsoos     ki      aur      mene      in      tamaam     Cheezon      ko      jaan      liya      jo      Aasmaanon     aur    Zameenon      main      hain".

📚(Musnad Ahmed, JILD#1, PAGE#368, Raqqamul Hadees 3484, Matboo'a Mosasta Qurtaba Misar)

          🗳 POST- NO- 09 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡🌹🌹🛡🖱🖨🖱🖨

📚Hadees # 6:

🔮    Sharah      Mowaahib      Ladniyah      main     HAZRAT     ABDULLAH      BIN      UMAR      (RAZI   ALLAH     ANHU)      ki      Riwaayat     se      hai:

🎈      ALLAH ﷻ   TA'ALA           ne      hamare      saamne      Saari     duniya     ko     pesh     farmaa      diya       Pas       hum      is      Duniya       ko      aur     jo      kuch      is     main      QAYAMAT      tak      hone       waala       hai      is      tarah      dekh      rahe      hain,      jese       apne      Haaath     ko      dekhte     hain".

📚(Sharah Ul Allama Zarqaani Ali Ul Mowaahib Ul Ladniyah Ul Maqsad Us Saaamin Ul Fasal Us Salis Ul Qasam Us Saani, JILD#7, PAGE#206, Matboo'a Darul Ma'arfatah, Beroot)

           🗳 POST- NO- 10 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡🏵🏵🛡🖱🖨🖱🖨

📚Hadees # 7:

🔮    Mishkaat    Baab      Ul      Masaajid     Bariwaayat     Tarmizi    hai:

🎈    Pas      Hamare     liye       har      cheez      zaahir      hogai     aur      Hum      ne      Pehchaan      li ".

📚(Jaamay Sunan Tarmizi Kitaab Ul Tafseer, JILD#5, PAGE#160, RAQAMUL HADEES 3246 Matboo'a Daarul Fikar Beroot)

🔮    Imaam      Jalaludeen     911      Hijri      main       likhte     hain:

🎈     " Tibraani     (Rehmatullah     Aleh)      ne     IBN-E-UMAR     (RAZI     ALLAH      ANHU)      se      Riwaayat      ki,     Inhon      ne      kaha     k       RASOOL      ALLAH      (ALEH      SALAAM)      ne     farmaya,      ALLAH       AZZAWAJAL     ne     Saari       duniya     ko      utha      kar      mere    Pesh-E-Nazar      kar      diya,    aur       main      ise      dekh      raha      hun,      aur      Qayaamat      tak      jo       kuch      us      main       hone      waala      hai      main       use       us       tarah      Waazeh      tor       par       dekh      raha        hun       jese       meri       yeh       hatheli     hai,      ALLAH       AZZAWAJAL      ne        apne     NABI  Sallallahu Alaihi Wasallam    k      liye      Munqashaf      farmaya,     jis       tarah      AAP      se       pehle        NABIYON     ki       taraf     kiya".

📚(Khasaesul Kubra, JIL#2, PAGE#185, Matboo'a Daarul Kutub Ilmiya, Beroot)


 🗳 POST- NO- 11 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🏵🏵🛡🖱🖨🖱🖨


📚 Hadees # 8:


🔮 Bukhari Kitaab Ul Aatasaam Bil Kitaab Wa Sunna Aur Tafseer E Khazan main hai:


🎈 Huzoor (Aleh Salaam) Mimbar par kharay huwe, Pas Qayamat ka Zikar farmaya k Is se Pehle Baray Bary Waaqiyaat hain, Phir farmaya jo Shakhs jo Baat puchna chahay Puch le, QASAM khuda ki Jab tak Hum is jagah Yaani Mimbar par hain, tum koi baat hum se na pucho ge, magar hum tum ko is ki Khabar denge, ek Shakhs ne khare ho kar Arz kiya, K mera Thikaana kahaan hai??


🎈 Farmaya Jahannum main... Abdullah Bin Huzaifa ne khare ho kar Dariyaft kiya k Mera BAAP kon hai?? Farmaya HUZAFA.. Phir Baar Baar farmate rahek Pucho Pucho"..


📚(Sahi Ul Bukhari Kitaab Ul Aatasaam, Jild#2, Page#1083, Matboo'a Qadeemi, Kutub Khaana Karachi)


          🗳 POST- NO- 12 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡💥💥🛡🖱🖨🖱🖨


📚Hadees # 9:


🔮 Mishkaat Baab Ul Mojizaat main HAZRAT ABU HURERA (RAZI ALLAH ANHU) se Riwaayat hai:


🎈 Shikaari Aadmi ne kaha mene Aaj ki tarah kabhi na dekha k Bheriya Baaten kar raha hai, to Bheriya bola, k is se Ajeeb baat yeh hai k Ek Sahab (HUZOOR ALEH SALAAM) Do (2) Medaanon k Darmiyaani Nakhlistaan (Madina Munawaarra) main hain aur Tum ko Gusishta aur Aaendah ki Khabren de rahe hain".


📚(seerat Ibn-E-Ishaaq Aalaam Un Nabbuwwah, Page#261, Raqam Ul Hadees, 433, Matboo'a Ma'ahad Duraasaat Wala Bahas Ut Taareeb)


🔮 Imaam Abi Ul Farj Abdur Rehmaan Bin Al Jazwi 597 Hijri main Likhte hain:


🎈 Bheriye ne kaha yeh to koi Ta'ajub Khez Baat nahin hai, Dar Asal Herat aur Ta'ajub ka Mojib to yeh baat hai k Sangistaanon k darmiyaan Nakhlistan main ek Hasti Jalwah farma hain, jo Guzre huwe Waaqiyaat bhi Batlaate hain, aur Aane Waale bhi"..


📚( Al Wafa Ba Hawal Ul Mustafa, Baab Us Saani Zikar Aalaam Ul Hawash, JILD#1, PAGE159, Matboo'a Mustafa Ul Baabi, Misar)


🔮 ALLAMA Abu Abdullah Muhammad Bin Ahmed Maaliki Qurtubi 668 Hijri main Likhte hain:


🎈 Bheriya kehne laga, Ae Bakriyon Waale!! Is se kahin Ziyaadah Ajeeb Baat to yeh hai k In do (2) Sangistaanon k Darmiyaan Khajooron k Baagaat Waale Sheher main ek MArd Jalwah Farma hai, jo tumhen Maazi ki Khabren bhi Deta hai, aur jo kuch tumhare Mustaqbil main hone waala hai un Waaqiyaat ki khabren bhi deta hai"..


📚(At Tazkara Fi Ehwaal Al Moti Wa Umoor Takoon Ben Yadi Us Sa'at, Jild#2, Page#527, Matboo'a Saeediya, Kutub Khana, Sadaf Plaza Muhalla Jangi Peshawar)


          🗳 POST- NO- 13 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🌱🌱🛡🖱🖨🖱🖨


🔮 Imaam Kabeer Muhaddis Haafiz Hadees Abu Naeem Ahmed Bin Abdullah Asfahani 430 Hijri Main Likhte hain:


🎈 Bheriye ne Kaha is se bhi Ajeeb tar Baat yeh hai k Ek Aadmi Do (2) Medaanon k Darmiyaan, Waaqiye Nakhlistaan (Madina) main Beth kar Batla raha hai k Kiya ho chuka hai aur Aaendah kiya hoga"...


📚(Dalael Un Nabuwwah, Imaam Abu Naeem Asfahaani, Page#337-338, Matboo'a Ziya Al Qura'an , Publications, Lahore)


🔮 Is Hadees ko kisne kisne naqal kiya uske references.


📚[ 1. ] Musnad Ahmed 2/306,Hadith:8049]

📚[ 2. ]Musannaf Abdur Razzaq,11:383,Hadith:20808]

📚[ 3. ]Musnad Ibn Rahwiya,1/357,Hadith:360]

📚[ 4. ]Ibn Kaseer,Shumail e Rasool:341]

📚[ 5. ]Haithmi,Majma az zawaid,8/291]

📚[ 6. ]Musnad Humaidi,1:277,Hadith:877]

📚[ 7. ]Baihaqi,Dalail un Nubuwwah,6/41,42,43]

📚[ 8. ]Asbahani,Dalail un nabuwwah,1:113,Hadith:116]


🎈 IN TAMAM HADEES SE 2 CHIZEN SAAMNE HAI :


🔮 (1) NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM KO MAKAAN WA MAYAKOON KA ILM MILA HAI.


🎈 (2) IN HADEES KO GAUR SE PADHE TOH NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM NE QAYAMAT HONE KAY BAAD KI BHI KHABAR DI HAI.


🔮 Ab Hum woh Hadees Padhege jaha Sarkar NABI Sallallahu alaihi wasallam ne Qayamat ki Tamam Nishaniya zaahir ki hai.


          🗳 POST- NO- 14 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡💦💦🛡🖱🖨🖱🖨


📚Hadees # 1:


🔮 Hazrat Huzefa Radiallataala ahu se riwayat hai kay Huzur Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya kay 72 chizen qareeb qayamat kay alamat hai Jab tum dekho kay :


🎈 NABI Sallallahu alaihi wasallam ne puri Nishaniya zaahir farmadi aur farmaya kay in nishani kay guzarne kay baad qayamat qaayam hogi.


🔮 Ab Nishaniya zaahir hogai Qayamat toh bacha kya??? Din, Time, Hijri yeh teen NABI Sallallahu alaihi wasallam ne bataya ya nahi.. aaye Hadees Dekhte hai.


ﺹ:359 ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺠﻤﻌﺔ ﻋﻦ ﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﻪ ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ﺑﺎﺏ ﻣ ﺟﺎﺀ ﻓﻲ ﻓﻀﻞ ﻳﻮﻡ ﺍﻟﺠﻤﻌﺔ 488 ﺣﺪﺛﻨﺎ ﻗﺘﻴﺒﺔ ﺣﺪﺛﻨﺎ ﺍﻟﻤﻐﻴﺮﺓ ﺑﻦ ﻋﺒﺪ ﺍﻟﺮﺣﻤﻦ ﻋﻦ ﺃﺑﻲ ﺍﻟﺰﻧﺎﺩ ﻋﻦ ﺍﻷﻋﺮﺝ ﻋﻦ ﺃﺑﻲ ﻫﺮﻳﺮﺓ ﺃﻥ ﺍﻟﻨﺒﻲ ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ﻗﺎﻝ ﺧﻴﺮ ﻳﻮﻡ ﻃﻠﻌﺖ ﻓﻴﻪ ﺍﻟﺸﻤﺲ ﻳﻮﻡ ﺍﻟﺠﻤﻌﺔ ﻓﻴﻪ ﺧﻠﻖ ﺁﺩﻡ ﻭﻓﻴﻪ ﺃﺩﺧﻞ ﺍﻟﺠﻨﺔ ﻭﻓﻴﻪ ﺃﺧﺮﺝ ﻣﻨﻬﺎ ﻭﻻ ﺗﻘﻮﻡ ﺍﻟﺴﺎﻋﺔ ﺇﻻ ﻓﻲ ﻳﻮﻡ ﺍﻟﺠﻤﻌﺔ ﻗﺎﻝ ﻭﻓﻲ ﺍﻟﺒﺎﺏ ﻋﻦ ﺃﺑﻲ ﻟﺒﺎﺑﺔ ﻭﺳﻠﻤﺎﻥ ﻭﺃﺑﻲ ﺫﺭ ﻭﺳﻌﺪ ﺑﻦ ﻋﺒﺎﺩﺓ ﻭﺃﻭﺱ ﺑﻦ ﺃﻭﺱ ] ﺹ: 360 [ ﻗﺎﻝ ﺃﺑﻮ ﻋﻴﺴﻰ ﺣﺪﻳﺚ ﺃﺑﻲ ﻫﺮﻳﺮﺓ ﺣﺪﻳﺚ ﺣﺴﻦ ﺻﺤﻴﺢ


🎈 Soraj nikalnay waly dinoon mai Behtareen din Juma ka Din hai Esii Din Hazrat ADAM (Alaihissalam) Paida hoye Eisii Din Aap Hazrat Adam (Alaihissalam) Jinnat sey nikala gaya aur essi din Jannat mein Dhakil kia gaye aur Qayamat bhi juma ke Din ki Qaim hogi.


📚(Tirmizi 472, Darja Hassan Sahi, abwab -ul-Juma, Ravi Abbo Horaira Razi Allah Unho)


🔮 Is Hadees Se saabit hua ki Qayamat JUMA k din hogi....


🎈 Is Hadees se Din ka pata chal gaya.


          🗳 POST- NO- 15 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🕯🕯🛡🖱🖨🖱🖨


    💦Tarikh Kaunsi Hogi Qayamat ki??💦


🔮 حضرت ابو قتادۃ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ حضور صل اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میں اللہ سے امید رکھتا ہوں کہ (اس کے نزدیک) عاشورہ کے دن کا روزہ اپنے پہلے (یعنی گزشتہ سال) کا کفارہ کر دے گا۔


📚(ترمذی شریف جلد اوّل صفحہ 149 شمار 270)


🎈 حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ حضور صل اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جو شخص محرم میں سے عاشورہ کے دن کا روزہ رکھے اسے دس ہزار شہیدوں کا ثواب دیا جاۓ گا اور دس ہزار حج اور عمرہ کرنے والوں کا ثواب دیا جاۓ گا ۔ اور جو کوئی عاشورہ کے دن یتیم کے سر پر ہاتھ پھیرے اللہ تعالی اس کے لیۓ یتیم کے سر کے ہر بال کے عوض اس کا ایک درجہ بہشت میں بلند کرے گا..


🔮 اور جو کوئی عاشورہ کی رات کو ایک مومن کا روزہ کھلواۓ گویا اس نے جناب رسول اللہ صل اللہ علیہ وسلم کی تمام امت کا روزہ کھلوایا اور ان کے پیٹ پر کیے۔ خضرات صحابہ رضی اللہ عنہ نے عرض کیا یا رسول اللہ صل اللہ علیہ وسلم عاشورہ کے دن کو اللہ سبحانہ اے تمام دنوں پر بزرگی دی ۔


🎈 آپ صل اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ہاں اللہ سبحانہ اے آسمانوں کو پیدا کیا عاشورہ کے دن، اور زمینوں کو بھی ، اور پہاڑوں کو پیدا کیا عاشورہ کے دن، اور قلم کو پیدا کیا عاشورہ کے دن، اور لوح محفوظ کو پیدا کیا عاشورہ کے دن، اور حضرت آدم علیہ السلام کو پیدا کیا اور عاشورہ کے دن ان کو بہشت میں داخل کیا اور عاشورہ کے دن اور حضرت ابراہیم علیہ السلام پیدا ہوۓ عاشورہ کے دن اور فرعون غرق ہوا اور عاشورہ کے دن اور اللہ تعالی نے حضرت ایوب علیہ السلام سے بلا دور کی اور عاشورہ کے دن اللہ تعالی نے حضرت آدم علیہ السلام کی توبہ قبول کی اور عاشورہ کے دن اللہ سبحانہ نے حضرت داؤد علیہ السلام کی لغزش معاف کی اور عاشورہ کے دن حضرت عیسی علیہ السلام پیدا ہوۓ اور عاشورہ کے دن قیامت کا دن ہو گا۔


(غنیتہ الطالبین صفحہ 26/425 ترتیب شریف 57/756)


Is hadees se pata chala ki din ashure ka hoga..


          🗳 POST- NO- 16 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🏮🏮🛡🖱🖨🖱🖨


💧Yaani Juma ka din 10 moharram ul haram💧


🔮 Ab In dono Hadees se Din aur tarikh Yaani Moharram ul Haram ki 10wi taarikh Hogi aur Juma Ka din hoga yeh baat bhi clear hogai lekin waqt aur Hijri baaki hai.


🎈 Hijri bhi clear hai Ilm walo kay liye : Jo 72 Nishaniya bata di gai un Nishaniyo’n kay baad hi qayamat hai.


🔮 Ab bacha Waqt :


🎈 NABI Sallallahu alaihi wasallam ne Waqt Nahi bataya kyukay ALLAH taala ka hukum tha is per..


          🗳 POST- NO- 17 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🌻🌻🛡🖱🖨🖱🖨


                        🌸Daleel


🔮 Allama Ahmed Saavi Maliki apni “Tafseer-e-Saavi” Jild 4, Page # 245 pe Ayat    

یسئلونک عن الساعۃ مرسھا

kay tehat farmty hain:


{وھذا قبل اعلامہ بوقتھا فلاینا فی انہ صلی اللہ علیہ وسلم لم یخرج من الدنیا حتی اعلمہ اللہ بجمیع مغیبات الدنعا والآخرہ ولکن امر بکتم اشیاء منھا کما تقدم}


🎈 “Ye Ayat kareema Huzur ko Waqt-e-Qayamat ka Ilm diye janay se pehle ki hai. Lihaza Ayat Kareema ka mazmoon hargiz iss maslak kay khilaf nahi kay Huzur Sallallahu Alaihi Wasallam us wakt tak Dunya se tashreef nahi le gye jab tak ALLAH Azwazal ne Nabi-e-Paak علیہالصلوۃوالسلام ko Dunya aur Akhrat k tamam Ghayoob na bata diye.


🔮 Lekin un main se baaz ko chupanay ka Hukm Huzur ko dia gaya. Jesa k hamari issi kitab main iss per baar baar tambeeh guzri hai.”


📚 Muwahib Lildunya, Jild # 01 Page # 50 per Imam Qustalaani farmate hain:


[وقال بعضھم لیس فی الآیۃ(یسئلونک عن الروح قُلِ الروح مِنْ اَمْرِ رَبِّیۡ) دلاللۃ علٰی ان اللہ تعالٰی لم عطلع نبییہ صلی اللہ علیہ وسلم علی حقیقہ الروح بل یحتمل ان یکون اطعلہ اللہ ولم یامرہ ان یطعلھم وقد قالو فی علم الساعۃ نحو ھذٰا واللہ اعلم]


         🗳 POST- NO- 18 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🍥🍥🛡🖱🖨🖱🖨


🔮 “Aur baaz Ulama ne farmaya k ayat kareema.


(وَ یَسْـَٔلُوۡنَکَ عَنِ الرُّوۡحِ ؕ قُلِ الرُّوۡحُ مِنْ اَمْرِ رَبِّیۡ)


🎈 main iss baat pe dalalat nahi k ALLAH Azwazal ta’ala ne apne Nabi علیہ الصلوۃ والسلام ko rooh ki Haqeeqat per muta’le nahi farmaya bal k ho skta hai k ALLAH Azwazal ta’ala ne Nabi علیہ الصلوۃ والسلام ko Mtela farmaya aur Aap ko iss baat ka amar na farmaya ho k Aap dosron ko Mutela farmaein aur Ilm-e-Qayamat k mut’aliq bhi unhon ne aisa hi kaha hai k yaani k ALLAH Azwazal ta’ala ne Nabi علیہ الصلوۃ والسلام ko Waqat-e-Qayamat ka Ilm de kar usse batanay ka hukm na dia ho”


🔮 Imam Qurtabi Sharh-e-Muslim aur Imam Qustalani Sharh-e-Bukhari aur Mulla Ali Qari Sharh-e-Mishkaat ne apne Sharooh main Irqaam farmaya aur Imam Qurtabi ki Ibarat Imam Badr-du-Din Aini Sharh-e-Sahih Bukhari ne Aini Jild # 01 Page # 337 per naqal farmaii:


          🗳 POST- NO- 19 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🌺🌺🛡🖱🖨🖱🖨


🌷[فمن ادعی علم شیء منھا غیر مسند الی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کان کاذبا فی دعواہ]


🔮 “yaani mugheebat-e-Khamas main se jo koi kisi cheez k Ilm ka dawa karay aur uss ilm ko Nabi-e Paak علیہالصلوۃوالسلام ki taraf nisbat na karay, wo apnay Daaway main jhoota hai”


🎈 In Daleelo’n se saabit hua ki ALLAH Azwazal taala ne NABI Sallallahu alaihi wasallam ko ilm ataa kiya aur saath hi chupane ka hukum bhi diya.


🔮 Uloom E khamsa kay liye padhe ... Click here....


🌍 www.gulam-e-aala-hazrat.blogspot.com/2017/06/beloved-prophet-salallahu-alaihiwasalam.html?m=0


🎈 Is link me woh tamam Daleel maujud hai jisse saabit hai ki ALLAH Azwazal taala ne uloom E khamsa yaani 5 chizon ka ilm NABI Sallallahu alaihi wasallam ko ataa kiya


          🗳 POST- NO- 20 🗳

🖨🖱🖨🖱🛡🌺🌺🛡🖱🖨🖱🖨


🔮 Imam Kay aqaid Qayamat kay ilm diya ya nahi.


                  🌻Imam Qustalani,🌻


🎈 "Qayamt kab hoga ? Isko Allah k siwa koi nhi janta hai magar jis Rasool ko usne pasnd farma lia to use Apne Ghaib jis Qadr chahta ittila deta hai aur walii uska Tabe hota hai usse hasil krta hai """


📚{Sharah sahih bukhari Irshadul sari,7, 186 }


🌻Shah Abdul azeez muhaddith Dehlvi🌻


🔮 Apni tafseer me sura jinn ki ghaib wali Ayah k taluq likhtey hai....


🎈 "Jo cheez tamam makhluq ki ba nisbat Ghayab hai wo Ghaib Mutlaq hai jaise Waquw Qayamat ka Waqt aur bari Taala k rozana k takweene aur Har shariyat ke sharai ahkam aur bari talla ki zaat wa sifaat k tafseeli haqaiaq is Qism ko Allah Azwazal tala ka khas Ghaib kaha gaya hai pas wo Apne khas ghaib par kisi ko Mutla nhi karta siwaye us Fard k jise wo pasand farma leta hai aur fard Rasool hota hai Khwah farishta ho jaise jibrayil Alaishissalam ya INSAN jaise MUHAMMAD salallahu alai wa Alihi wa sallam ,hazrat moosa ,hazrat Eisa alaihimussalam use apne Baaz Guyub par mutla farmata hai"


📚{ Tafseer azeezi , para 29 , 60, 259 }



 🗳 POST- NO- 21 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡🌺🌺🛡🖱🖨🖱🖨

                   🌻Allama Aaloosi🌻

🔮 In his book of tafseer "" Aur ye jayaz hai k Allah Azwazal tala Ne Apne Habeeb sallallahu alai wa Alihi wa sallam ko kamil Qayam Qayamat ka waqt par mutla farmaya diya ho lekin is soorat me nhi k Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam ka ilm ILM ILAHI k muqable me aa jaye Magar Allah Azwazal tala ne Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam par uska poshida rakhna hikmat k pesh nazar wajib qarar diya hai aur ye Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam ki khususiyat me se hai """

📚{Tafseer roohul Muani , 21 , 113 }

                 🌻Allama shunwani🌻

🎈 Jamunahaya me likhtey hai"" Beshak Warid hai k Allah Azwazal tala Nabi E Akram Sallallahu alai wa Alihi wa sallam ko (duniya se ) ne le gaya jab tak ke Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam ko har shaiy par mutla na farma dia""

📚{ Bahawala Khalisul -Aetiqad, 43 }

🔮 Akhir ye log Shaikh Abdul azeez muhaddith dehlvi par fatwa q nhi lagate..?

          🗳 POST- NO- 22 🗳
🖨🖱🖨🖱🛡🌺🌺🛡🖱🖨🖱🖨

🌻Shaikh Abdul Azeez muhadith dehlvi🌻

🔮 "Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam pe ye ayat me mazkoora panch (5) ashya me se koi shai bhi makhfi na rhi aur Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam par ye makhfi kaise reh sakti thi dar-halanki Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam ki ummat k sato qutub inko jante hai aur unka muqaam Gaus se nichey hai to fir Ghaus ka kya Aalam hoga aur fir sayyadul Awwaleen wal Aakhireen jo k har shay ki waha takhleeq hai ka Aalam kya hoga ""

📚{ Al-Abrez , Albabul-ashar, 318 }

            🌻Allama Ahmed Sawi🌻

🎈 “Ulmaye Haq ne kaha hai k Hamare Nabi sallallahu alai wa Alihi wa sallallam duniya se Tashreef na le gye yaha tak ke Allah Azwazal tala ne Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam ko un panch (5) umooe par mutla na farma diya "

📚{Al-sawi Alaljalalain , 3 , 360 }

          🗳 POST- NO- 23 🗳
   🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🌷Imam Jalaluddin suyuti🌷

🔮 On Uloom khamsa "Huzoor Alaihissalam ka ye farmana "ILLA HUA" Uske mayne ye hai Ke unko Apne Aap khuda Ke siwa koi nhi janta lekin kabhi ALLAHﷻ Ke batane se jan lete hai QU KE yaha wo log hai jo jante hai humne mutaddid ko aisa paya hai jaise humne ek jamat dekha Ke wo jan lete hai Ke kab marege aur jante hai shikam k bache ko...

📚 { Imam jalaluddin suyuti , Rouzunnasheer sharah jame sageer }

📛 Molvee sarfraaz ghakarvee (Deobandi) 📛

🎈 Ahday hazir main deoband k tarjmaan molvee sarfraaz ghakarvee sahib likhtay hain...... Aur matlab ye hay Ke janaab Rasool E Khudaa sallallaho Alaihe wasalam ko Tamaam wo juz E or kulli Aloom hasil ho gay thay jo haq talaa Ke Mazdeek apki shaan aqdas Ke laaiq or munasib thay...

♨(Izaalaa tul raib safa 148)

          🗳 POST- NO- 24 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🌷Hafiz Ibn Kathir and Muhammad ibn 'Abd al-Wahhab an-Najdi

🔮 Suad ibn Qarib ne naat padhi NABI Sallallahu Alaihi wasallam ki shaan me aur kaha “MY gawahi deta hu ki ALLAH ﷻ Ibadat kay layak aur ALLAH ﷻ taala Ne NABI sallallahu Alaih wasallam ko tamam Uloom E Ghaib Ataa kiye”

📚 [Ibn Kathir, Sirat an-Nabi; and Ibn 'Abd al-Wahhab, Mukhtasar Sirat ar-Rasul, story of 'Suad ibn Qarib']

         🗳 POST- NO- 25 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

👹Deoband O Wahbi ka Aitraaz aur uske Jawaab💯

🔮 Aitraaz: Surah Taqweer ki aayat No. 24 me likha hai: Tarjuma: “Aur yeh NABI Ghaib batane me bakheel Nahi”

🎈 Bakheel ka maana hai kanjus Nahi, woh sab batate hai ummat ko jo ALLAH AZWAZAL Ne apne NABI Sallallaho Alaihe Wasallam ko bataya fir aap kis base per kehte hai ki ALLAH AZWAZAL taala Ne NABI Sallallahu alaihi wasallam ko waqt chupane ka hukum diya, isse toh aayat ki Nafi hoti hai jo impossible hai.

🔮 Jawaab: Chalo yeh baat clear hogai ki Deoband O wahabi itna maante hai ki Humara NABI Sallallahu Alaihe Wasallam Ghaib batane me bakheel nahi, Ab inke aitraaz ka Jawaab sune: humare NABI Sallallahu Alaihi wasallam per jo Quran naazil hua woh sacchi kitab hai aur hidayat hai darr walo kay liye.    

🎈 NABI Sallallahu Alaihi wasallam ko waqt chupane ka hukum mila kyukay Quran me Surah Araf ki aayat No. 187 me ALLAH AZWAZAL Ne farmaya ki Qayamat Achanak Aa E gi, Ab ALLAH AZWAZAL taala Ne farmaya ki achanak Aa E gi toh beshak waqt ko chupana mumkin hai...

🔮 warna humne Jo Hadees padhi jisme Din zaahir kardiya gaya ,Taarikh zaahir kardi gai, Nishaniya bhi zaahir kardi gai Aur NABI Sallallahu Alaihe wasallam apni ummat ko Qayamat kay baad hone wale waqyat bhi suna rahe hai toh unhe waqt ki khabar Na hogi ???

🎈 Aqal walo ko chahiye ki apne NABI Sallallahu Alaihe Wasallam ko apne jaisa na samjhe aur nahi apna bada bhai jaisa, Aur aib dhundne se bache warna itne ullema, muhaddis, mujhtahid, mujaddid ne jo dalail diye hai un per fatwa kya lagaoge ??

🌷Wallahuaalam🌷

🔮 Me niche chand naam batadeta hu jinka Imaan hai ki NABI Sallallahu Alaihi wasallam kay paas ilm E Ghaib ataai hai.

          🗳 POST- NO- 26 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (1) ALLAH AZWAZAL taala In Quran shareef jisme ek aayat ki wazeh dalil upar dikhadi.

🎈(2) NABI Sallallahu Alaihi wasallam in 📚Sahi Bukhari (Volume 1, Book 10, Number 515 ) (Vol.4,Book:54,No.414)(Vol 8,Book 77,No.601)(Vol 2,Book 18,No.162)(Vol 1,Book 12,No.709)English version Bukhari references & many more in 80 Ahadees.

🔮 (3) Hazrat Abu bakar siddique Radiallataala anhu in *📚(ZURQAANI ALAL MAWAHIB 1/239-240*
AL RIYADH AL AZAR 15/413
SEERAT E HALBIYA 1/274
KHASAIS AL KUBRA 1/72
TAREEQ E DAMISHQ 2/9)

🎈 (4) Hazrat Umar E Farooq radiallataala anhu. In 📚 (Sahi Bukhari shareef.)

🔮 (5) Hazrat Sayyedna Anas radiallataala anhu in 📚Sahih Muslim, Book 19 (The Book of Jihad and Expedition), Hadith 4394
Sahih Muslim, Kitab Al-Jihad wa'l-Siyar, Vol 9, Page 247, Hadith 3330

          🗳 POST- NO- 27 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (6) HAZRAT AAYESHA (Razi ALLAH Anha) in 📚(Mishkaat Ul Musaabeh Baab Munaaqib Abi Bakar O Umar Ul Fasal Us Saalis, PAGE#560 Matboo'a Qademi, Kutub Khaana, Karachi)

🎈 (7) Hazrat Sahl Radiallataala anhu in 📚Bukhari, Book 4 (Fighting for the Cause of Allah), Volume 52, Hadith 253
Bukhari, Kitabul Jihad Wal Sayyar, Volume 10, Page 198, Hadith 2787*
Bukhari, Kitabul Magazi, Volume 13, Page 110, Hadith 3888
Sahih Muslim, Fazail As-Sahaba, Vol 12, Page 129, Hadith 4420
Sunan Al Tirmidi, Kitabul Manaqib An Rasoolillah, Vol 12, Page 187, Hadith 3658 
Sunan Ibne Maja, Kitabal Muqaddima, Vol 1, Page 130, Hadith 114

         🗳 POST- NO- 28 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (8) Hazrat Ibn E Thabit Radiallataala Anhu In 📚Maujam Al-Kabir At-Tibraani, Vol 4, Page 48-50
Al Ahad Wal Mathani Vol 9, Page 463
Ma'arafatis Sahaba Li Abi Naeem Isbahani, Vol 6, Page 398
Al-Isti'aab Fi Ma'arfatil Ashaab, Vol 2, Page 137
Simtun Nujoom, Vol 1, Page 150
Al-Waafi Bil Wafyaat, Vol 5, Page 313
Taraakh-e-Damishq, Vol 3, Page 322
Al-Hakim Vol 3, Page 9-10
Al-Isti'ab Vol 4, Page 1958-1962
Dala'il al-Nubuwwa Lil Baheeqi, Vol 1, Page 266
Dala'il al-Nubuwwa Li Abi Naeem Isbahani, Vol 1, Page 276
Sharh Usuli I'tiqadi Ahlas Sunnah, Vol 4, Page 780
Tafseer At-Tibri, Book 102, Vol 2, Page 411
Ibn Habban in al-Thiqat Vol 1, Page 128
Al-Iktifa Vol 1, Page 343

         🗳 POST- NO- 29 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (9) Hazrat Anas bin malik Radiallahu taala Anhu in 📚(Sahi Bukhari Vol 1,Book:10,No.515, Vol 1,Book 12,No.709,)

🎈 (10) Hazrat Imran bin hussain Radiallahu taala anhu in 📚(Sahi Bukhari Vol 4 book 54,no.414)

🔮 (11) Hazrat Wabsah Asadi (Razi ALLAH Anhu) in      
📚(Dalael Un Nabuuwah, Page#115, RaqamUL Hadees 119, Matboo'a Daar Ut TAEBAH Riyaaz)

🎈 (12) Aur Bhi bahut se sahib E kiram hai jinka Aqeeda hai ki NABI sallalalahu Alaihi wasallam ilm E Ghaib jaante hai.

🔮 (13) Imam Ismail al Haqqi (Radiallahu taala Anhu) in 📚(Ruh ul Bayan)

🎈 (14) Imam Khazin ( Radiallahu taala Anhu ) in       
📚(Tafseer Khazin)

🔮 (15) Imam Jalaluddin Suyuti (rah) in 📚(Khasaesul Kubra, JIL#2, PAGE#185, Matboo'a Daarul Kutub Ilmiya, Beroot)

🎈 (16) Imaam Muhammad Bin Ahmed Bin Jamee'e Us Sedaawi 402 Hijri 📚(Majma-E-Sheyookh, PAGE#142, Matboo'a Mosasta Ur Risaala, Beroot)

         🗳 POST- NO- 30 🗳
   🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (17) Imam Baghwi (rah) in 📚Tafseer e Baghwi

🎈 (18) Imam Saawi (rah) in 📚“Tafseer-e-Saavi” Jild 4, Page # 245

🔮 (19) Imam Ibn Hajr al Asqalani (Rahimuhullah) says in 📚his Fath ul Bari

🎈 (20) Lughat-e-Arab ke Imam-ul-Aima Abu Al ’Fadal Jamaluddin Muhammad bin Mukaram bin Manzoor Al ’Afreeqi Al ’Misri.. apni kitaab 📚“Lisaan-ul-Arab” main

🔮 (21) Sharh-e-Qamos, Imam-e-Lghat, Muheb-e-Deen, Abul Faiz Syed Muhammad Murtaza Al ’Hussaini Al ’Wasti Al ’Zubaidi Al ’Hanafi apni azeemush shaan Kitab 📚“Tajul Uroos” main

🎈 (22) Imam Badruddin Aini in 📚Aeni Sharah Bukhari. Fatah Ul Baari, Irshad-Us-Saari.

🔮 (23) MirQaat Sharah Mishkaat aur sharah Shifa Ul Mulla Qaari O Zarqaani Sharah Muwaahib, Naseem Ur Riyaaz, Sharah Shifa main..

         🗳 POST- NO- 31 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (24) Imaam Abdullah Bin Abdur Rehman Daarmi in 📚Sunan Daarmi Kitaab Ur Roya, Baab Fi Roiyyah RAB TA'ALA, Fi Nom, JILD#2, PAGE#51, RAQAMUL HADEES, 2155, Matboo'a Nashar Us Sana, Multan

🎈 (25) Musnad Imaam Ahmed Bin Hambal in 📚Musnad Ahmed, JILD#5, PAGE53, Raqamul Hadees 21399, Matboo'a Mosasta, Qurtuba Misar)

🔮 (26) IMAAM Bo Saf Bin Ismail Nibhani (Rehmatullah Aleh) in 📚(Musnad Ahmed, JILD#5, PAGE#153, Matboo'a Darul Fikar Beroot)

🎈 (27) Imaam Muhammad Bin Ahmed Bin Jamee'e Us Sedaawi 402 Hijri in 📚(Majma-E-Sheyookh, PAGE#142, Matboo'a Mosasta Ur Risaala, Beroot)

🔮 (28) Imaam Abu Daaod 275 Hijri main in 📚Sunan Abu Daaod, Baab Fil Aseer, Jild#3, Page#58, Raqam Ul Hadees 2681, Matboo'a Dar Ul Fikar, Beroot)

          🗳 POST- NO- 32 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (29) ALLAMA YAHYA Bin Sharaf Noo'wi Shaafai 676 Hijri in 
📚Sahi Muslim Ma Noo'wi Kitaab Ul Jihaad Baab Gazwa-E-Badar, Jild#2, Page#102, Matboo'a Qadeemi Kutub Khaana Karachi)

🎈 (30) Imaam Abi Ul Farj Abdur Rehmaan Bin Al Jazwi 597 Hijri in   
📚Al Wafa Ba Hawal Ul Mustafa, Baab Us Saani Zikar Aalaam Ul Hawash, JILD#1, PAGE159, Matboo'a Mustafa Ul Baabi, Misar)

🔮 (31) IBN-E-JAREER-ABI-HAATIM in
📚Jam-E-Ul-Bayaann-Fi-TAFSEER-Ul-Qura'an, Al-Ma'aroof, Tafseer-E-Tibri, JIL#246, Matboo'a Darul Haya, BEROOT)

🎈 (32) Imaam Abu Abdullah Bin Ismail Bukhaari 256 Hijri in 
📚Sahi Bukhari Kitaab Ul A'atasaam, JILD# 2, PAGE# 1083, MAtboo'a Qadeemi Kutub Khaana, Karachi)

🔮 (33) Imam Abdur Razzaak Bin Hamaam San’aani 211 Hijri in 
📚Tafseer-e-Abdur Razzaak, Jild#1, Page#121-122, Matboo’a Maktaba-tur-Rushd-ul-Riyaz)

         🗳 POST- NO- 33 🗳
    🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (34) Imam Fakherud Deen Raazi 606 Hijri in        
📚Al-Tafseer-e-Kabeer, Jild#8, Page#57, MAtboo’a Dar ul Fikar Beroot)

🎈 (35) Imaam Abdullah Bin Abdur Rehman Daarmi 255 Hijri in 
📚Sunan Daarmi Kitaab Ur Roya, Baab Fi Roiyyah RAB TA'ALA, Fi Nom, JILD#2, PAGE#51, RAQAMUL HADEES, 2155, Matboo'a Nashar Us Sana, Multan)

🔮 (36) Imam Bukhari in 
📚Bukhari shareef )

🎈 (37) Imam Muslim in 
📚muslim shareef )

🔮 (38) Imam Abu dawood in 
📚Abu dawood shareef )

🎈 (39) Mishkaat Baab Ul Masaajid Bariwaayat Tarmizi in 
📚Sunan tirmizi )

🔮 (40) Imaam Abdur Rehman Ahmed Bin Shoib Nisaai 303 Hijri in 
📚Sunan Ul Kubra Ul Nisaai, Jild#1, PPage#657, Raqam Ul Hadees 2169-2168, Matboo'a Daar Ul Kutub Ul Ilmiyah, Beroot)
📚Nisaai Shareef, Jild#1, Page#287, Mujtaba'i Pakistan, Lahore)

          🗳 POST- NO- 34 🗳
     🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (41) Imaam Muhammad Bin Saad 230 Hijri in 
📚Tabqaat Ul Qubra Ibn-E-SAAD Gazwah E Khaibar, Jild#2, Page#110, Matboo'a Dar us Saadir, Beroot)

🎈 (42) Imaam Abdul Maalik Bin Hashaam 213 Hijri in 
📚Al Seerah Annabuwwah Al Maaroof Seerat Ibn-E-Hashaam Zikar Ul Muyyassar, JILD#4, Page#305, Matboo'a Daar Ul Jeel, Beroot)

🔮 (43) ALLAMA Abu Abdullah Muhammad Bin Ahmed Maaliki Qurtubi 668 Hijri in      
📚At Tazkara Fi Ehwaal Al Moti Wa Umoor Takoon Ben Yadi Us Sa'at, Jild#2, Page#527, Matboo'a Saeediya, Kutub Khana, Sadaf Plaza Muhalla Jangi Peshawar)

🎈 (44) Imaam Kabeer Muhaddis Haafiz Hadees Abu Naeem Ahmed Bin Abdullah Asfahani 430 Hijri in 
📚Dalael Un Nabuwwah, Imaam Abu Naeem Asfahaani, Page#337-338, Matboo'a Ziya Al Qura'an , Publications, Lahore)

          🗳 POST- NO- 35 🗳
     🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (45) Imaam Ismail Bin ul Fazal 535 Hijri in 
📚Dalael Un Nabuuwah, Page#115, RaqamUL Hadees 119, Matboo'a Daar Ut TAEBAH Riyaaz)

🎈 (46) Imaam Daarmi (RehmatULLAH) in
📚Sunan Daarmi, Jild#2, Page#320, RaqamUL Hadees 2533, Daar Ul Kitaab Ul Arbi, Beroot)

🔮 (47) Imaam Ani Al Farj Abdur Rehmaan Bin Al Jazwi 597 in 
📚Al Tehqeeq Fi Al hAdees Ul Khilaaf, Jild#2, Page#212, Raqam Ul Hadees 555, Matboo'a Daar Ul Qutub Ilmiyah Beroot)

🎈 (48) Imaam Abu Bakar Ahmed Bin Ali Khateeb Baghdaadi 463 Hijri in 
📚Taareekh-E-Baghdaad, Jild#3, Page#123-124, Matboo'a Dar ul Fiqar Beroot)

🌋💎🕯💎🎈🎈 🎈 🎈💎🕯💎🌋
🌏 https://razawahidi.blogspot.com/🌏
🌹🌴🌹🌹🌴🌴 🌴 🌴 🌹🌹🌴🌹
🌷QAYAMAT-KA-ILM-NABIﷺ🌷
  🌷KE-PAAS-HAI-KI-NAHI.?🌷
     📋 Post Complete Huaa🔚
           🗳 POST- NO- 36 🗳
     🖨🖱🖨🖱🛡🛡🖱🖨🖱🖨

🔮 (49) Imaam Muhib Ud Deen Tinri (RehmatULLAH ALEH) in     
📚Ar Riyaaz Ul Nazrah Ul Ashrah, Jild#2, Page#28, RaqamUlHadees 435, Matboo'a Daar Ul Guroob Ul Islaami, Beroot)

🎈 (50) Imaam Abu Abdullah Muhammad Bin Abdul Wahid Hambali 643 in   
📚Al Ahaadees Ul Mukhtaar, Jild#2, Page#326, Raqam Ul Hadees 702, Makah Mukarrama)

🔮 (51) Imaam Abdul MAalik Bin Hashaam 213 Hijri in 
📚As Seearah Un Nabuwwah Al Maaroof Seerat Ibn E Hasshaam Gazwah E Asheerah, Jild#3, Page#144, Matboo'a Daar Ul Jeel, Beroot)

       ⚠ The End Post ⚠
☄💧☄💧☄💧☄💧☄💧☄
↪ TO BE CONTINUED
             POSTED BY

🔃 FROM
👑" Ahle Sunnat Wal Jamaat"👑

📿 TALIB E DU'AA
 Raza Wahidi

कोई टिप्पणी नहीं:

🕌 MASJID KE AHKAAM 🕌

☆ ☆ ╭━–––––––––––––––––––━╮ │вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм ╰━–––––––––––––––––––━╯       *MASJID KE AHKAAM*        ◉➻═══════════════➻◉      ...