*सुन्नियत का काम करेंगे!*📚
*मसलक ए आला हजरत को आम करेंगे!
🅰PRIL FOOL (JOOTH BOLNA GUNAHE KABEERA HAI)
🚫❌❎❌❎❌❎❌❎
📛 Jhoot bolne wale par Allah Paak ki laanat hoti hai.
⬆(Surah:Al Imran, Surah No:3, Aayat No. 61)
📛 Har saal 1April ko April fool manaya jata hai, is ki ibteda ke bare me mukhtalif Kahaniya Milti hai, “ Kahani koi bhi ho Sawal ye paida hota hai”.
① Kya ham samajhte hai jhoot bolna acchi adat hai?
② Kya ham pasnd karte hai ke koi ham se jhoot bole?
③ Kya ham me se koi pasnd kartaQ hai ke us ka mazakh udaya jaye?
📛Yaqinan ham jhoot ko accha nahi samajhte na hi kisi ka mazakh udana hamare nazdeek koi pasndida harkat hai aur na hi Ham khud apne liye aisa chahte hai to Phir April Fool kaise mana sakte hai Jo Jhoot bolkar doosron ko bewaqoof banana aur unka Mazakh udane ka din hai.
💢Allah Paak Irshad Farmata hai – “Aye Iman walon! Mard doosre Mardon ka Mazaq na udayen Mumkin hai ke ye un se behter ho aur na Aurten Aurton ka Mazaq udayen Mumkin hai ke ye unse behter ho, aur Aapas me ek doosre ko Aaib na Lagao, Aur na kisi ko Bure Laqab do, Iman ke baad Fusq bura Naam hai, Aur jo tauba na karen wahi Zalim log hai.
⬆ (Surah: Al-Hujrat, Surah No:49, Aayat No:11)
① Na mazakh banayye aur na mazakh ka nishana baniye.
② Na jhoot boliye aur na kisi ke jhoot me shamil hoye.
③ Apne akhlaq-o-aamal ki khoobsurti ko duniya ke samne laye ta ke wo jaan saken ke aap kitne shandar deen ke numayenda hain.
① Rasulullah Sallallaho Alaihe WaSallam Ne Farmaya – “Jis ne kisi qoum ki mushabihat ikhtiyar ki wo unhi me se hai.
📒(Bukhari Sharif).
📛Kisi ko Fool banana ek Qabeeh (Buri) harkat hoti hai, Jhoot bole bagair kisi ko bewaqoof nahi banaya ja sakta aur ek Musalman ko Jhoot nahi zeba deta.
② Rasulullah Sallallaho Alaihe WaSallam Ne Farmaya - “Halakat hai us shaksh ke liye jo logon ko hasane ke liye jhoot bole, us ke liye halakat hai, us ke liye halakat hai.
📚(Abu dawood, Tirmizi).
📛 ① Yaad rahe! Musalman wo hai jo apne bhai ke liye wahi pasand karta hai jo apne liye pasnd karta hai, jab ham apne liye jhoot aur mazakh pasand nahi karte to phir kisi doosre ke liye kaise kar sakte hai?.
📢📢📢📢📢📢📢📢📢📢📢
Aur Jhoot bolna gunahe kabirah hai.
Aur Jhoot bolna gunahe kabirah hai.
Aur Jhoot bolna gunahe kabirah hai…
🌷 Allah Paak ham sab ki hifazat farmaye.. Ameen!
📶 TO BE CONTINUED...
⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜
Say No To April Fool Day We Are Muslims
ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ،
'April Fool' Jhooth Bol Kar Logon Ko Taklif Dene Ka Din.
Is Din Hum Dusron Ko Fool Banane Se
Zyada Khud Fool Bante Hai.
Kaise?
Kya Aapko Nahi Pata Musalman Ko Dhoka Dena Kitna Bada Gunaah Hai?
Kya Aapko Nahi Pata Jhooth Bolnewalo Par Kaun Laanat Karta Hai?
"Dekhiye Is Tarah Ke Din Manaane Ki Ijazat Naa To Humara Zameer Deta Hai, Aur Naa Hi Humara Imaan !"
Aaj Nahi Balki Abhi Se Ahad Karte Hain Ki Aaj Ke Baad April Fool Ke Ek Din Hi Nahi Balki Hamesha Jhooth Bolne Se Bachenge. Jhoot Ek Gunahe Kabeera Hai. Aur Jhoot Ke Mutalliq ALLAH RABBUL AALAMEEN Ne Qurane Pak Me Farma Diya,
"Aur Jhooton Par ALLAH Ki Laanat."
(Surah Aal-E-Imran, Para 3, Aayat 61, Ruku 6, Tarzuma Kanzul Imaan)
Ab Aap Hi Soche Ki Jis Par ALLAH ﻋﺰﻭﺟﻞ Ki Laanat Ho Uska Kya Hashar Hoga?
Jhoot Ek Kabeera Gunah Hai Jiske Azab Ka Zikr Hadeese Pak Ke Hawale Se Pesh Kar Raha Hu,
Hazrat Abdullah Radiallahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wasallam Ne Farmaya :
"Sach (Hamessha) Neki Ki Raah Dikhaata Hai Aur Neki Jannat Ki Raah Dikhaati Hai. Aadami Sach Bolta Rahta Hai Yaha’n Tak Woh Siddique (Sachcha) Ban Jaata Hai Aur Jhooth Badee Ka Raasta Dikhaata Hai Aur Badee Dozakh Me Le Jaati Hai. Aadami Jhooth Bolta Rahta Hai Yaha’n Tak Ki Use ALLAH Ta’ala Ke Ha’n Jhootha Hee Likh Diya Jaata Hai.”
(Bukhari As-Sahih, 05/2261, Raqam-5743)
(Muslim As-Sahih, 04/2012, Raqam-2607)
(Tirmidhi As-Sunan, 04/347, Raqam-1971)
(Aboo Dawood As-Sunan, 04/297, Raqam-4989)
(Ibn Majah As-Sunan, 01/18, Raqam-46)
Safwaan Bin Sulaim Radiallahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasoolullah Sallallhu Alaihi Wasallam Se Pucha Gaya Ki Kya Momeen Buzdil Ho Sakta Hai?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya, Haan.
Phir Pucha Gaya Ki Kya Momeen Kanjus Ho Sakta Hai?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya, Haan.
Phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Se Pucha Gaya Kya Momeen JHOOTA Ho Sakta Hai?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Faramaya NAHI.
Urdu Ref: (Imam Malik Muwatta,Vol 56, 19)
Eng Ref: (Malik Muwatta,Vol 56, 19)
Muawiyah Ibn Jaydah Al-Qushayri Radhiallahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya,
"Halaakat (Barbadi) Hai Us Shaksh Ke Liye Jo Logo Ko Hasane Ke Liye Jhooti Baat Kare, Iske Liye Kharabi Hai, Iskey Liye Kharabi Hai."
Urdu Ref: (Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1552-Hasan)
Eng Ref: (Sunan Abu Dawud, Book 42, 4972-Hasan)
Abdullah Ibn Masood Radhiallahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya, "Jhooth Se Bachte Raho Kyunki Jhooth Burayee Ki Taraf Le Jata Hai Aur Burayee Jahannam Ki Taraf, Agar Koi Aadmi Jhooth Bolta Hai Aur Musalsal Jhooth Bolta Rahta Hai To ALLAH Ke Yahan Usko Kazzab (Jhootha) Likh Diya Jata Hai Aur Sach Bolna Tum Par Lazim Hai Kyunki Sach Neki Ki Taraf Le Jata Hai Aur Neki Jannat Ki Taraf Le Jati Hai, Agar Koi Aadmi Sach Bolta Hai Aur Musalsal Sach Bolta Rahta Hai To ALLAH Ke Yahan Usko Siddiq (Sachcha) Likh Diya Jata Hai."
Urdu Ref: (Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1551-Sahih)
Eng Ref: (Sunan Abu Dawud, Book 42 Hadith 4971-Sahih)
Pyare Islami Bhaiyon/Beheno Yaad Rakho
"Jhooth Bolne Ki Aadat Ka Sab Se Bada
Nuksaan Ye Bhi Hai, Ke Jhooth Bolnewala Jab Sach Bolta Hai
To Bhi Log Uski Baat Par Yakeen Nahi
Karte."
Aap Sab Ki Bargah Me Arz Hai Ki Abhi
ALLAH ﻋﺰﻭﺟﻞ Se Tauba Kare Jo Jhooth Aaj Tak Bolo Hoga Jaane Anjane
Me Aur Pakka Ahad Kare Ki Ab Kabhi Jhooth Nahi Bolenge ALLAH ﻋﺰﻭﺟﻞ Hume Padhne Se Zyada.Samjhkar Amal Karne Ki Taufiq Ata Farmaye.
Aameen
(Awwal Aakhir Durood)
📶 TO BE CONTINUED...
⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜⚜
1ST APRIL KO JANBUZ KAR JHOOT BOLNE SE BACHO.¤
Na Jane Aaj Kal Ke Log Kiya Tamasha Liye Baithe Hai Ki 1St April Ko Log Janbuz Kar Jhoot Bolte Hai. Kiya Unhe Allah Ka Kahuf Nahi. ?Jhoot Bolna Bahot Bada Gunah Hai.Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!“Beshak Jhoot Bolne Waale Par Allah ki Lanat”.–
(Sureh Aal-e-Imran, Ayat 61)»
Mahfum-e-Hadees: Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jaata HaiAur Gunaah Jahannam Me Pahunchane Wala Hai
📔 (Abu Dawood Sharif)»
Mahfum-e-Hadees: Bahut Saare Log Muh Ke Bal Jahannam Me Phenk Diye Jayenge,Sirf Apni Zubaan (Yaani Jhoot) Ki Wajah Se. !!
📔 (Tirmizi Sharif)»
Mahfum-e-Hadees: “Mai Zamanat Deta Hun Jannat Ke Darmiyan 1 Ghar Ki,Uss Shakhs Ko Jo Mazaq Me Bhi Jhoot Na Boley.”
📔 (Abu Dawood Sharif)»
Mahfum-e-Hadees: Apni Jhooti Taarif Pasand KarnaSharike Haraam Hai,aur Uss Me Aakhirat Ki Barbadi Ka Andesha Hai.
📔 (Bukhari Sharif, Muslim Sharif)»
Mahfum-e-Hadees: Uss Shakhs Ke Liye Kharaabi HaiJo Baat Karte Huwe Logo Ko Hasane Ke Liye Jhoot Bolta Hai.
📔 (Mishkatul Masaabih)»
Mahfum-e-Hadees: Ye Bohot Badi Khayanat Hai Ke Tum Apne Bhai Se KoiJhooth Baat Bayan Karo, Halanke Wo Tumhari Baat Ko Saccha Samjhta Ho.
📔 (Abu Dawood Sharif)
¤ Allah Rabbul Izzat Hame Har Haal Me Jhoot Se Parhez Karne Ki Toufiq Ata Farmaye……Aur Humesha Sach Bolne Wala Banaey !!
Ameen
YAHOOD-O-NASARA IMAAN WALE NAHI WO MUSHRIK HI HAI....
📛YAHOOD-O-NASARA IMAAN WALE NAHI WO MUSHRIK HI HAI....
🌶🌶🌶🌶🌶🌶🌶🌶🌶
♨Apko Pata Hoga Firqa'Minhajiyat ki Buniyad Rakhne wala Dr. TAHIR-UL-PADRI Kehta hai Yahood-O-Nasara Imaan wale hai Unhe Mushrik Nahi Kehna Chahiye Aur Yahood-o-Nasara Humari Masjid me Aakar Apni Ibadat Kar Sakte Hai....
💢Apko Hadees Sharif Se Batate Hai ki Nabi-E-Kareem Huzur ﷺ Ishare Me Samja Diya ki Yahood-O-Nasara Imaan Wale Nahi Wo Mushrik Hi hai.....
⬇HADEES-E-PAAK :
♨HUZUR ﷺ NE IRSHAD FARMAYA KI JO SAKSH (HAJJ FARZ HONE KE BAAD BHI) HAJJ KIYE BAGER MAR JAYE TO WOH CHAHE YAHOODI HOKAR MARE YA NASRANI HOKAR MARE...
📕(Tirmizi, Jild -1 Safa -167)
⛔Bhaiyo Sirf Is Ek Jhumle Par Gour Kare "CHAHE YAHOODI HOKAR MARE YA NASRANI HOKAR MARE" Sochiye Ki Agar Yahood-O-Nasara Imaan Wale hote To Huzur Farmate ki "WO MUSHRIK HOKAR MARE YA BE'IMAAN HOKAR" Lekin Huzur ne Farmaya "CHAHE YAHOODI HOKAR MARE YA NASRANI HOKAR MARE" To Sabit Yahi Hota hai ki Huzur ﷺ Ki Nazar me Yahood-O-Nasara Mushrik Hai Naa ki Imaan wale...
💢Aur Yahood-O-Nasara Se Dosti Karne se Quran ne mana kiya hai Is Hadees sharif Se Sabit ho Chuka Ki Yahood-O-Nasara Imaan Wale Nahi balke Mushrik hai...
♨Aur Mushriko ko Masjid me Aane se Qur'an Ne Mana Farmaya hai...
⬇Qur'an:-
♨Aye Imaan Walo ! Mushrik Neere Napak Hai To Is Baras ke Bad Wo Masjide Haram me Na Aane Paye..
📓(SUREH TOUBAH, AYAT-128)
💢DR JAHIL-UL-PADRI JO MANSOOKH HADEES BAYAN KARKE LOGO KO KEHTA HAI KI HUZUR NE YAHOOD KO MASJID ME BULAYA AUR IBDAT KARNE KO KAHA LEKIN US WAQIYE KE BAD SUREH TOUBA KI IS AYAT NAZIL HONE KA ZIKR NAHI KIYA KITNA BADA JOOTHA HAI...
⬇Qur'an:-
💢Jooth Bohtan Wahi Bandhte Hai Jo Allah Ki Ayato Par Iman nahi Rakhte Aur Wohi Joothe hai Jo Iman Lakar Allah ke Munkar ho....
📓(SUREH NAHAL, 105)
♨Sabit Huwa Ki Wahi Joothe hai jo Iman lakar Allah Ke Munkir huwe Aur Dr Padri Ka Jooth Aur Kufr Kisi se Chupa nahi hai.....
🔄 TO BE CONTINUED...
COMPLETE BIOGRAPHY OF IMAAN KYA HAI
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ? ■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 01
KALMA:
ISLAM QUBUL KARNE KE LIYE SABSE PEHLE
YE KALIMA PADHA JATA HAI,
'LA ILAHA ILLALLAH MUHAMMADUR RASOOLULLAH'
ﷺ
❄ISKA TARJUMA HAI:
'ALLAH KE SIVA KOI IBADAT KE LAYAQ NAHI, AUR MUHAMMEDﷺ USKE
RASOOL HAIN'
IS KALME PAR IMAAN RAKHNA HAI, ISE PADHNE KE BAAD INSAN ISLAM ME DAKHIL HO JATA HAI,
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ? ■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 02
LOG YE SOCHTE HAIN KI MUHAMMED ﷺ KO BAS RASOOL MAAN LIYA TO HAMARA IMAAN MUKAMMAL HO GAYA,
HARGIZ NAHI,
❄EXAMPLE:
🌐AGAR KOI SHAKS YE KAHE KI HUM ALLAH ﷻ KO TO MANTE HAIN, LEKIN ALLAH ﷻ KI SIFAT, USKI TAQAT KO NAHI MANTE,
TO ASAL ME USNE ALLAH ﷻ HI KO NAHI MAANA, ISI TARAH AGAR KOI SHAKS YE KAHE KI HUM MUHAMMED ﷺ KO RASOOL TO MANTE HAIN, LEKIN ALLAH ﷻ KI ATA SE UNKE
TAQAT,
ILME GAIB,
IKHTIYARAT,
HAZIR NAZIR,
NOOR,
HAYAT BAD'AL WAFAT
KO NAHI MANTE,
TO ASAL ME USNE RASOOL ﷺ KO HI NAHI MAANA,
TO JAB IS TARAH RASOOL ﷺ KO HI NAHI MAANA, TO KALMA PADHNE KE BAAD BHI AISA SHAKS MUSALMAN NAHI HO SAKTA,
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ? ■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 03
BINA WAZU QURAN SHARIF KI AAYAT AUR UNKE TARJUME KO NA CHUE
AAIYE QURAN KA EK HAWALA DETE HAIN,
,َ
ﺮَﺠَﺷ ﺎَﻤﻴِﻓ َﻙﻮُﻤِّﻜَﺤُﻳ ٰﻰَّﺘَﺣ َﻥﻮُﻨِﻣْﺆُﻳ َﻻ َﻚِّﺑَﺭَﻭ َﻼَﻓ
ﺎَّﻤِّﻣ ًﺎﺟَﺮَﺣ ْﻢِﻬِﺴُﻔْﻧَﺃ ۤﻲِﻓ ْﺍﻭُﺪِﺠَﻳ َﻻ َّﻢُﺛ ْﻢُﻬَﻨْﻴَﺑ
ًﺎﻤﻴِﻠْﺴَﺗ ْﺍﻮُﻤِّﻠَﺴُﻳَﻭ َﺖْﻴَﻀَﻗ
📚(SUREH NISA, AAYAT 65)
TARJUMA:
AUR AYE MEHBOOB, APKE RAB KI QASAM, YE LOG HARGIZ MUSALMAN NAHI HO SAKTE, JAB TAK KI APKO APNE HAR MAMLE MEIN APNA HAAKIM NA BANA LE,
AUR FIR AAP UNME JO FAISLA FARMA DE TO USSE APNE DIL ME KAMI NA PAYEN
AUR USE APNI JEE JAAN SE QUBUL KAR LEN.
SUBHAN ALLAH,
TO PATA CHALA KI RASOOLULLAH ﷺ KI AZMATO KO QUBUL KIYE BEGAIR KOI MUSALMAN NAHI HO SAKTA...
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ? ■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 04
♻AAIYE QURAN KA EK HAWALA DETE HAIN,
,َ
ﺮَﺠَﺷ ﺎَﻤﻴِﻓ َﻙﻮُﻤِّﻜَﺤُﻳ ٰﻰَّﺘَﺣ َﻥﻮُﻨِﻣْﺆُﻳ َﻻ َﻚِّﺑَﺭَﻭ َﻼَﻓ
ﺎَّﻤِّﻣ ًﺎﺟَﺮَﺣ ْﻢِﻬِﺴُﻔْﻧَﺃ ۤﻲِﻓ ْﺍﻭُﺪِﺠَﻳ َﻻ َّﻢُﺛ ْﻢُﻬَﻨْﻴَﺑ
ًﺎﻤﻴِﻠْﺴَﺗ ْﺍﻮُﻤِّﻠَﺴُﻳَﻭ َﺖْﻴَﻀَﻗ
📚(SUREH NISA, AAYAT 65)
❄TARJUMA:
🌐AUR AYE MEHBOOB, APKE RAB KI QASAM, YE LOG HARGIZ MUSALMAN NAHI HO SAKTE, JAB TAK KI APKO APNE HAR MAMLE MEIN APNA HAAKIM NA BANA LE,
AUR FIR AAP UNME JO FAISLA FARMA DE TO USSE APNE DIL ME KAMI NA PAYEN
AUR USE APNI JEE JAAN SE QUBUL KAR LEN.
SUBHAN ALLAH,
TO PATA CHALA KI RASOOLULLAH ﷺ KI AZMATO KO QUBUL KIYE BEGAIR KOI MUSALMAN NAHI HO SAKTA,
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ? ■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 05
📖 AL-QURAN: ُ
ﻩﻭُﺭِّﺰَﻌُﺗَﻭ ِﻪِﻟﻮُﺳَﺭَﻭ ِﻪَّﻠﻟﺎِﺑ ﺍﻮُﻨِﻣْﺆُﺘِّﻟ ﺎًﻠﻴِﺻَﺃَﻭ ًﺓَﺮْﻜُﺑ ُﻩﻮُﺤِّﺒَﺴُﺗَﻭ ُﻩﻭُﺮِّﻗَﻮُﺗَﻭ
📚 (SUREH FATH, AYAT 9)
❄TARJUMA:
🌐AUR JAB TUM ALLAH ﷻ AUR ISKE RASOOLﷺ PAR EIMAN LE AAO, TO RASOOLﷺ KI TAZIM-O-TAUQIR KARO,
AUR SUBAH- SHAM ALLAH ﷻ KI PAAKI BOLO.
IS AAYAT SE PATA CHALA KI EIMAN LANE KE BAAD ALLAHﷻ NE SABSE PEHLA HUKM BANDO KO DIYA KI MERE MEHBUB KI TAZIM-O-TAUQIR KARO,
USKE BAAD HI ALLAH ﷻ NE APNI IBADAT KA HUKM DIYA,
KI ALLAH ﷻ KI PAAKI BOLO,
TO JO SHAKS CHAHE KI RASOOLﷺ KI TAZIM KE BAGAIR ALLAH ﷻ KI IBADAT KARNE SE ALLAH KHUSH HO JAYEGA, TO HARGIZ NAHI.
AMAL TO INSAN KE FARZ HOTE HAIN, BESHAK NAMAZ, ROZA APNI JAGA AHEM HAI, MAGAR TAZIM-E-RASOOLﷺ HAMARE AMAL KI JAAN HAI, AGAR JAAN HI NA RAHI
TO AMAL BEKAR HO JAYEGA......
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ?■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 06
EIMAN KE TALLUQ SE EK HADEES BHI PESH KARTE HAIN.
HADEES:
RASOOLﷺ KI MOHABBAT HI EIMAN HAI.
📚(BUKHARI, J-1, KITABUL EIMAN, BAAB-8)
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ?■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 07
AB QURAN KE BARE ME KUCH SAMAJHTE HAIN:
💠QURAN KAREEM KA SABSE PEHLA HARF HAI BISMILLAH KA 'BA' AUR SABSE AKHIR LAFZ HAI ''WAN-NAAS'' KA 'SEEN' AGAR IN DONO KO MILA DIYA JAYE TO HOGA 'BAS'
BAS YANI, 'ENOUGH'
TO QURAN KE YE DONO HARF HI BATA RAHE HAIN KI AGAR QURAN KO SHURU SE LEKAR AKHIR TAK SAMAJHLO, TO BAS,
TUMHARE LIYE KAAFI HAI,
TUMHE TAMAM ZAMEEN-O-ASMAN KI KHABAR AUR SARE JAHAN KI KHABAR.
MAAZI ( PAST ) HAAL(PRESENT)
AUR MUSTAQBIL(FUTURE)
KI KHABAR,
SAB ISI QURAN ME MILL JAYEGI.....
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ?■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 08
JAISA KI ALLAHﷻ NE QURAN ME KHUD FARMAYA:
,
ٌﺮَﻄَﺘْﺴُّﻣ ٍﺮﻴِﺒَﻛَﻭ ٍﺮﻴِﻐَﺻ ُّﻞُﻛَﻭ
,
(SUREH QAMAR, AAYAT 53)
❄TARJUMA:
🌐HAR CHOTI AUR BADI
SHAI MAUJUD HAI.
TO QURAN PAR IS TARAH KA EIMAN HONA CHAHIYE KI ISSE KOI CHIZ BHI BAAQI NAHI HAI,
BALKI IS MEIN SAB KUCH MAUJUD HAI,
HAI LEKIN KISI INSAN ME WO SALAHIYAT NAHI KI PURE QURAN KO KHUD APNI AQAL SE SAHI TARAH SE
SAMAJH LE,
ISLIYE IS HE QURAN KE MASLO KO RASOOLULLAH ﷺ NE APNI AHADEES ME BAYAN FARMA DIYA....
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ?■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 09
BINA WAZU QURAN E PAAK KI AAYAT AUR UNKE TARJUME KO NA CHUE
JAB IS QURAN ME ALLAHﷻ NE FARMA DIYA KI SAB KUCH MAUJUD
HAI, TO FIR JO IS BAAT KO NA MANNE, WO KAFIR HAI,
AUR SATH HI ME YE BHI FARMA DIYA KI
AL-QURAN:
ARREHMAN. ALLAMAL QURAN.
(SUREH REHMAN, AYAT 2-3)
TARJUMA:
REHMAN WO HAI, JISNE MEHBUB KO QURAN SIKHA DIYA.
YAHAN MUFASSERIN NE MEHBUB KO SIKHANA HI MATLAB NIKALA, KYUNKI ALLAHﷻ NE MEHBUB PAR HI QURAN KO BAYAN KIYA HAI,....
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ?■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 10
JAB IS QURAN ME ALLAHﷻ NE FARMA DIYA KI SAB KUCH MAUJUD HAI, TO FIR JO IS BAAT KO NA MAANE, WO
KAFIR HAI,
📁AUR SATH HI ME YE BHI FARMA DIYA KI
📗AL-QURAN:
ARREHMAN. ALLAMAL QURAN.
(SUREH REHMAN, AYAT 2-3)
❄TARJUMA:
🌐REHMAN WO HAI, JISNE MEHBUB KO QURAN SIKHA DIYA.
YAHAN MUFASSERIN NE MEHBUB KO SIKHANA HI MATLAB NIKALA, KYUNKI ALLAHﷻ NE MEHBUB PAR HI QURAN KO BAYAN KIYA HAI,
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
■ IMAAN KYA HAI ?■
★━━━◆◐━━━━◑◆━━━★
PART - 11
AB TAWAJJOH FARMAIYE,
JAB ALLAHﷻ KE QURAN ME SAB KUCH MAUJUD HAI,
ISBAAT PAR KOI SHAK NAHI,
AUR ALLAHﷻ NE APNE MEHBUB KO
KHUD HI QURAN SIKHA DIYA,
IS PAR BHI SHAK NAHI HONA CHAHIYE,
KYA ALLAHﷻ SE SIKHANE ME KOI KAMI REH GAYI??
HARGIZ NAHI.
TO PATA CHALA KI IS HE QURAN KE ZARIYE ALLAHﷻ NE APNE MEHBUB KO TAMAM QAINAT KA ILM ATA FARMA DIYA,
JO KUCH GUZAR GAYA WO BHI,
AUR
JO QAYAMAT TAK GUZREGA,
WO SAB SIKHA DIYA,
TO AB JO RASOOLﷺ KE ILM ME SHAK KARE,
TO MATLAB USE ALLAHﷻ KE QURAN PER YAQEEN NAHI HAI,
AUR IS KE SATH SATH ALLAHﷻ KI TAMAM MAKHLUQ K WAJUD, PAR BHI EIMAN RAKHNA HAI.
♂♂ PART END ♀♀
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें